Sultan-e-Auliya, Maula-e-Kainat Hazrat Ali ibn Abi Talib Radiallahu Anhu ki shaan me likhi gayi ye nihayat hi maqbool manqabat “Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne” dilon me hubb-e-Ahlebait ko taza karti hai. Is paak kalam me shayar Mash’hood Raza ne mushkilaat se najaat, deen ki hifazat aur a’la hazrat ke pehre ki haqeeqat ko nihayat hi aasan aur asar-andaz andaz me bayan kiya hai. Aaiye is ruhan-parwar aur kashish se bhari manqabat-e-Haider ko nihayat adab se padhein aur iski barkat se dilon ko roshan karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne |
| Poet / Writer | Mash’hood Raza |
| Category | Manqabat-e-Maula Ali |
| Naatkhawan / Reciter | Saima Larosh / Usman Qadri |
Naat Lyrics in Roman
Naseebon Ko Jagaya Hai Ali Ne
Hame Apna Banaya Hai Ali Ne
Mera Imaan Bachaya Hai Ali Ne
Dil-e-Murda Jilaya Hai Ali Ne
Imaamo Ki Shahadat Ki Riwayat
Bahut Pahle Bataya Hai Ali Ne
Mitegi Mustafa (ﷺ) Ki Nasl Kaise
Ke Jab Shajra Chalaya Hai Ali Ne
Fida Karne Ko Deen-e-Mustafa Par
Bhara Kumba Lutaya Hai Ali Ne
Ghamon Ki Dhup Ne Jab Bhi Sataya
Hame Aa Kar Bachaya Hai Ali Ne
Wahi Maula Hain Haakim Hain Hamare
Khilaya Hai Pilaya Hai Ali Ne
Ali Ke Naam Par Kyun Na Mare Ham
Hame Jeena Sikhaya Hai Ali Ne
Ghamon Se Tut Kar Bikhra Hua Tha
Mohabbat Me Piroya Hai Ali Ne
Bareli Ke Mujaddid Ne Likha Hai
Mujhe Pahra Bithaya Hai Ali Ne
Abul Faateh Kiya Hai Laa-Fatah Ne
Shahaadat Jagmagaya Hai Ali Ne
Qalandar Kar Diya Mash’hood Raza Ko
Lahad Se Aazmaya Hai Ali Ne
Najaf Se Noor Ki Barsat Barse
Nagar Hashmat Basaya Hai Ali Ne
Jo Ladta Hai Nabi (ﷺ) Ke Dushmano Se
Use Muzda Sunaya Hai Ali Ne
Yahi Ailaan Hai Ham Sunniyon Ka
Pata Haq Ka Bataya Hai Ali Ne
Naat Lyrics in Hindi
नसीबों को जगाया है अली ने
हमे अपना बनाया है अली ने
मेरा इमां बचाया है अली ने
दिल-ए-मुर्दा जिलाया है अली ने
इमामों की शहादत की रिवायत
बहुत पहले बताया है अली ने
मिटेगी मुस्तफ़ा ﷺ की नस्ल कैसे
के जब शजरा चलाया है अली ने
फ़िदा करने को दीन-ए-मुस्तफ़ा पर
भरा कुंबा लुटाया है अली ने
ग़मों की धूप ने जब भी सताया
हमे आ कर बचाया है अली ने
वही मौला हैं हाकिम हैं हमारे
खिलाया है पिलाया है अली ने
अली के नाम पर क्यों ना मरे हम
हमे जीना सिखाया है अली ने
ग़मों से टूट कर बिखरा हुआ था
मोहब्बत में पिरोया है अली ने
बरेली के मुजद्दिद ने लिखा है
मुझे पहरा बिठाया है अली ने
अबुल फ़तह किया है ला-फ़तह ने
शहादत जगमगाया है अली ने
क़लन्दर कर दिया मशहूद रज़ा को
लहद से आज़माया है अली ने
नजफ़ से नूर की बरसात बरसे
नगर हशमत बसाया है अली ने
जो लड़ता है नबी ﷺ के दुश्मनों से
उसे मुज़्दा सुनाया है अली ने
यही एलान है हम सुन्नियों का
पता हक़ का बताया है अली ने
Naat Lyrics in Urdu
نصیبوں کو جگایا ہے علیؓ نے
ہمیں اپنا بنایا ہے علیؓ نے
میرا ایماں بچایا ہے علیؓ نے
دلِ مردہ جلایا ہے علیؓ نے
اماموں کی شہادت کی روایت
بہت پہلے بتایا ہے علیؓ نے
مٹے گی مصطفیٰﷺ کی نسل کیسے
کہ جب شجرہ چلایا ہے علیؓ نے
فدا کرنے کو دینِ مصطفیٰﷺ پر
بھرا کنبہ لٹایا ہے علیؓ نے
غموں کی دھوپ نے جب بھی ستایا
ہمیں آ کر بچایا ہے علیؓ نے
وہی مولا ہیں حاکم ہیں ہمارے
کھلایا ہے پلایا ہے علیؓ نے
علیؓ کے نام پر کیوں نہ مریں ہم
ہمیں جینا سکھایا ہے علیؓ نے
غموں سے ٹوٹ کر بکھرا ہوا تھا
محبت میں پرویا ہے علیؓ نے
بریلی کے مجدد نے لکھا ہے
مجھے پہرا بٹھایا ہے علیؓ نے
ابوالفتح کیا ہے لا فتیٰ نے
شہادت جگمگایا ہے علیؓ نے
قلندر کر دیا مشہود رضا کو
لحد سے آزمایا ہے علیؓ نے
نجف سے نور کی برسات برسے
نگر حشمت بسایا ہے علیؓ نے
جو لڑتا ہے نبیﷺ کے دشمنوں سے
اُسے مژدہ سنایا ہے علیؓ نے
یہی اعلان ہے ہم سنیوں کا
پتہ حق کا بتایا ہے علیؓ نے