Tera Gham Rahe Salamat Lyrics || तेरा ग़म रहे सलामत यही मेरी ज़िन्दगी है
Tera Gham Rahe Salamat Yahi Meri Zindagi Hai Sufi-e-Ba-Safa Hazrat Fana Bulandshahri ka likha ek nihayat hi maqbool, roohani aur asar-angeez kalam hai.Is kalam me ishq-e-haqiqi o majazi ki be-panah tadap, maseeha-e-rooh ke gham ki barkat aur dar-e-yaar par khud ko mitane ke pakeeza jazbaat ko nihayat hi aala andaz me pesh kiya gaya hai.Hazrat … Read more