Huzoor Tajdar-e-Do-Jahan ﷺ ki aamad aur jashn-e-wiladat ke mauqe par padha jaane wala yeh ek be-misaal aur nihayat hi khoobsurat kalam hai.
Is pyari Naat-e-Pak ko Ubaid Sahab ne nihayat hi aqeedat aur dil-kash andaaz mein qalam-band kiya hai.
Aaiye is roohani aur noorani kalaam ko padhein aur milad-un-nabi ke mauqe par apne dilon ko ishq-e-rasool se roshan karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Parho Durood Ke Molood Ki Ghari Aayi |
| Poet / Writer | Ubaid (Ubaid Raza) |
| Category | Jashn-e-Amad-e-Rasool Naat |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri |
Naat Lyrics in Roman
parho durood kay molood ki ghari aayi
har ek saa’at-o-lamha hai qeemti is ka
har ek raat se barh kar mila isay rutba
isi liye to ye shab behtreen kehlaayi
Khuda ka shukr karo or parho durood un per
k aaj laaye hain tashreef hadi-o-rehbar
zamanay bhar mein hai mash’hoor jin ki yaktayi
chhatay hain badal-e-ghum khushian sath laayi hain
har ek chehray pe ab muskurahat aayi hai
har ek dil mein khushi ki baji hai shehnai
jahan mein subz parchamon ki bahar aayi hai
or aashiqon ne makaan har gali sajaai hai
hai shaad shaad nabi ka har ek tamannayi
jahan goonj utha marhaba k naaron se
khushi hai kaisi na poocho ye ghum k maaron se
yehi wohi raat hai jo kaif ka samaan layi
unhi k dar se darya-e-jood behtay hain
wo aaye jo nahi saail ko nahi kehte hain
sakhawat aisi ataa Rab ne in ko farmayi
shab-e-wiladat-e-sarkar ka hai ye sadqa
k mil gaya hai sana ka ubaid ko jazba
musafir is ki ye mehnat jabeen to rang laayi
Naat Lyrics in Hindi
पढ़ो दुरूद कि मौलूद की घड़ी आई
हर एक साअत-ओ-लम्हा है क़ीमती इस का
हर एक रात से बढ़ कर मिला इसे रुतबा
इसी लिए तो ये शब बेहतरीन कहलाई
ख़ुदा का शुक्र करो और पढ़ो दुरूद उन पर
कि आज लाए हैं तशरीफ़ हादी-ओ-रहबर
ज़माने भर में है मशहूर जिनकी यक्ताई
छटे हैं बादल-ए-ग़म, ख़ुशियाँ साथ लाई हैं
हर एक चेहरे पे अब मुस्कुराहट आई है
हर एक दिल में ख़ुशी की बजी है शहनाई
जहाँ में सब्ज़ परचमों की बहार आई है
और आशिक़ों ने मकाँ हर गली सजाई है
है शाद-शाद नबी का हर एक तमन्नाई
जहाँ गूंज उठा मरहबा के नारों से
ख़ुशी है कैसी न पूछो ये ग़म के मारों से
यही वोही रात है जो कैफ़ का सामाँ लाई
उन्हीं के दर से दरया-ए-जूद बहते हैं
वो आए जो नहीं साइल को ‘नहीं’ कहते हैं
सख़ावत ऐसी अता रब ने इनको फ़रमाई
शब-ए-विलादत-ए-सरकार का है ये सदक़ा
कि मिल गया है सना का उबैद को जज़्बा
मुसाफ़िर इस की ये मेहनत ज़बीं तो रंग लाई
Naat Lyrics in Urdu
پڑھو درود کہ مولُود کی گھڑی آئی
ہر ایک ساعت و لمحہ ہے قیمتی اِس کا
ہر ایک رات سے بڑھ کر ملا اِسے رُتبہ
اِسی لیے تو یہ شب بہترین کہلائی
خُدا کا شُکر کرو اور پڑھو درود اُن پر
کہ آج لائے ہیں تشریف ہادی و رہبر
زمانے بھر میں ہے مشہور جن کی یکتائی
چھٹے ہیں بادلِ غم خوشیاں ساتھ لائی ہیں
ہر ایک چہرے پہ اب مسکراہٹ آئی ہے
ہر ایک دل میں خوشی کی بجی ہے شہنائی
جہاں میں سبز پرچموں کی بہار آئی ہے
اور عاشقوں نے مکاں ہر گلی سجائی ہے
ہے شاد شاد نبی کا ہر ایک تمنائی
جہاں گونج اٹھا مرحبا کے نعروں سے
خوشی ہے کیسی نہ پوچھو یہ غم کے ماروں سے
یہی وہی رات ہے جو کیف کا سماں لائی
انہی کے در سے دریاۓ جود بہتے ہیں
وہ آئے جو نہیں سائل کو نہیں کہتے ہیں
سخاوت ایسی عطا رب نے ان کو فرمائی
شبِ ولادتِ سرکار کا ہے یہ صدقہ
کہ مل گیا ہے ثناء کا عبید کو جذبہ
مسافر اِس کی یہ محنت جبیں تو رنگ لائی