Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai Lyrics

Jaan-O-Dil Qurbaan Hai

Jaan-O-Dil Qurbaan Hai

Woh Toh Aashiqon Ki Jaan Hain

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Mera Ghar, Aulad O Jaan

Mehboob Par Qurbaan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Chand Ke Tukde Kiye Suraj Phiraya Aapne

Chand Ke Tukde Kiye Suraj Phiraya Aapne

Kankari Bejaan Thi Kalma Padhaya Aapne

Kankari Bejaan Thi Kalma Padhaya Aapne

Maalik-O-Mukhtar Aaqa

Maalik-O-Mukhtar Aaqa Kaisa Woh Zeeshan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Ungliyan Kaati Jinhone Husn-E-Yusuf Dekh Kar

Dekh Letin Woh Agar Mere Nabi Ko Ek Nazar

Pher Letin Dil Pe Churiyan

Yeh Mera Imaan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Kya Bayan Ho Shaan Humse Mustafa Ki Aal Ki

Dilbare Maula Ali Ki Fatima Ke Laal Ki

Dilbare Maula Ali Ki Fatima Ke Laal Ki

Fatima Hasnain Haider

Fatima Hasnain Haider Mustafa Ki Jaan Hain

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Is Jahan Mein Jis Qadar Bhi Khoob Roo Insan Hain

Woh Sabhi Unke Kadam Ki Dhool Par Qurban Hain

Aapke Jalwon Ko Rizwan

Dekh Kar Hairan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Marhaba Kitna Sohna Nabiyon Ka Sultan Hai

Leave a Reply

%d bloggers like this: