Tan Man Waara Dekha Jis Ne Chehra Kamli Waale Ka ek nihayat hi khoobsurat aur roohani naat e pak hai jo dilon ko ishq-e-mustafa ke noor se sarshaar karti hai.
Is kalam me nihayat hi pyare andaz me sarkar-e-do-alam ﷺ ke haseen chehra-e-anwar aur unki bargah se milne wali ne’maton aur karam ka zikr kiya gaya hai.
Sana-khawano ke darmiyan behad maqbool ye kalam aashiqan-e-rasool ke dilon me madina munawwara ki haazri aur unke deedaar ki tadap ko munaqqash karta hai.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Tan Man Wara Jisne Dekha Chehra Kamli Wale Ka |
| Poet / Writer | Traditional |
| Category | Naat Sharif / Ishq-e-Mustafa Kalam |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaj Muhammad Yousuf Memon / Hussain Yousuf Memon |
Naat Lyrics in Roman
Tan Man Waara Dekha Jis Ne Chehra Kamli Waale Ka
Aye Maula, Ik Baar Dikhade Jalwa Kamli Waale Ka
Ghaus Qutb Abdaal Qalandar Sab Unke Gun Gaathe Hai
Farshe Zameen Par Arshe Bareee Par Charcha Kamli Waale Ka
Qabr Me Jab Puchenge Farishte Apna Taa’ruf Pesh Karo
To Keh Dunga Unse Keh Mai Hoon Mangta Pyare Aaqa Ka
Har Ne’mat Deta Hai Khuda Par Waar Ke Un Par Deta Hai
Khata Hai Ye Aalam Saaraa Sadqa Kamli Waale Ka
Hogi Talab Meri Ye Poori, Door Woh Karenge Wo Doori
In Sha Allah Hum Dekhenge Rauza Kamli Waale Ka
Naat Lyrics in Hindi
तन मन वारा देखा जिस ने चेहरा कमली वाले का
ऐ मौला, इक बार दिखादे जल्वा कमली वाले का
ग़ौस क़ुत्ब अब्दाल क़लन्दर सब उनके गुन गाते हैं
फ़र्श-ए-ज़मीन पर अर्श-ए-बरीं पर चर्चा कमली वाले का
क़ब्र में जब पूछेंगे फ़रिश्ते अपना तआरुफ़ पेश करो
तो कह दूँगा उनसे कि मैं हूँ मंगता प्यारे आक़ा का
हर ने’मत देता है ख़ुदा पर वार के उन पर देता है
खाता है ये आलम सारा सदक़ा कमली वाले का
होगी तलब मेरी ये पूरी, दूर वो करेंगे वो दूरी
इन्शाअल्लाह हम देखेंगे रौज़ा कमली वाले का
Naat Lyrics in Urdu
تن من وارا دیکھا جس نے چہرہ کملی والے کا
اے مولیٰ، اک بار دکھادے جلوہ کملی والے کا
غوث قطب ابدال قلندر سب ان کے گن گاتے ہیں
فرشِ زمیں پر عرشِ بریں پر چرچا کملی والے کا
قبر میں جب پوچھیں گے فرشتے اپنا تعارف پیش کرو
تو کہہ دوں گا ان سے کہ میں ہوں منگتا پیارے آقا کا
ہر نعمت دیتا ہے خدا پر وار کے ان پر دیتا ہے
کھاتا ہے یہ عالم سارا صدقہ کملی والے کا
ہوگی طلب میری یہ پوری، دور وہ کریں گے وہ دوری
انشاء اللہ ہم دیکھیں گے روضہ کملی والے کا