Ajmal Sultanpuri saheb ka likha hua yeh behad hi maqbool aur rooh-parwar kalam ‘Zere Saya Ae Ghumbad Shaam Ka Basera Hai’ Madinah-e-Munawwara ki haseen fizao’n ki sachii tarjumani karta hai. Is kalam mein zabaan se nikli har ek line aashiqan-e-rasool ke dilon mein ek naya josh aur tadap bhed deti hai. Aaiye is paak aur roohani kalam ke mukammal lyrics ko dil se padhein aur iske fuyooz-o-barakaat haasil karein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Zere Saya Ae Ghumbad Shaam Ka Basera Hai |
| Poet / Writer | Ajmal Sultanpuri |
| Category | Urdu Naat Shareef |
| Naatkhawan / Reciter | Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri |
Naat Lyrics in Roman
Zere Saya Ae Ghumbad Shaam Ka Basera Hai
Aur Sunahri Jali Mein Roohnuma Sawera Hai
Jaabaja Madine Me Hajioun Ka Dehra Hai
Mustafa Ke Kuche Mein Saailoun Ka Pehra Hai
Har Nazar Hi Raasa Hai Har Bashar Paresha Hai
Aasiyon Ne Mehshar Me Mustafa Ko Ghera Hai
Qabr Mein Farishtoun Se Jab Nabi Ne Farmaya
Jaao Is Ko Sohne Do Ye Ghulam Mera Hai
Kaash Hashr Ke Din Main Is Tarha Uthu Ya Rab
Khud Huzoor Farmadein Ummati Ye Mera Hai
Tahiroun Ki Jurmat Mein Wo Kalas Ka Nazara
Shama Ko Pathangoun Ne Har Taraf Se Geera Hai
Kitni Khuld Manzar Hai Raat Bhi Madine Ki
Aik Zara Ujala Hai Aik Zara Andhera Hai
Meri Khush Naseebi Par Rashq Aye Rizwan Ko
Mustafa Agar Keh De Ye Ghulam Mera Hai
Raat Bhi Madine Ki Din Se Kam Nahi Ajmal
Shaam Bhi Madine Ki Khushnama Saweera Hai
Naat Lyrics in Hindi
ज़ेर-ए-साया ऐ गुम्बद शाम का बसेरा है
और सुनहरी जाली में रूहनुमा सवेरा है
जा-ब-जा मदीने में हाजियों का डेरा है
मुस्तफ़ा के कूचे में साइलों का पहरा है
हर नज़र ही रासा है हर बशर परेशां है
आसियों ने महशर में मुस्तफ़ा को घेरा है
क़ब्र में फ़रिश्तों से जब नबी ने फ़रमाया
जाओ इस को सोने दो ये ग़ुलाम मेरा है
काष हश्र के दिन मैं इस तरह उठूँ या रब
खुद हुज़ूर फ़रमादें उम्मती ये मेरा है
ताहिरों की जुरमत में वो कलस का नज़ारा
शमा को पतंगों ने हर तरफ़ से घेरा है
कितनी खुल्द मंज़र है रात भी मदीने की
एक ज़रा उजाला है एक ज़रा अंधेरा है
मेरी खुश नसीबी पर रश्क़ आए रिज़वान को
मुस्तफ़ा अगर कह दें ये ग़ुलाम मेरा है
रात भी मदीने की दिन से कम नहीं अजमल
शाम भी मदीने की ख़ुशनुमा सवेरा है
Naat Lyrics in Urdu
زیرِ سایہ اے گنبد شام کا بسیرا ہے
اور سنہری جالی میں رونما سویرا ہے
جا بجا مدینے میں حاجیوں کا ڈیرا ہے
مصطفیٰ کے کوچے میں سائلوں کا پہرا ہے
ہر نظر ہی رسا ہے ہر بشر پریشاں ہے
عاصیوں نے محشر میں مصطفیٰ کو گھیرا ہے
قبر میں فرشتوں سے جب نبی نے فرمایا
جاؤ اس کو سونے دو یہ غلام میرا ہے
کاش حشر کے دن میں اس طرح اٹھوں یا رب
خود حضور فرما دیں امتی یہ میرا ہے
طائروں کی جھر مٹ میں وہ کلس کا نظارہ
شمع کو پتنگوں نے ہر طرف سے گھیرا ہے
کتنی خلد منظر ہے رات بھی مدینے کی
ایک ذرا اجالا ہے ایک ذرا اندھیرا ہے
میری خوش نصیبی پر رشک آئے رضوان کو
مصطفیٰ اگر کہہ دیں یہ غلام میرا ہے
رات بھی مدینے کی دن سے کم نہیں اجمل
شام بھی مدینے کی خوشنما سویرا ہے