Zindagi Haqeeqat Mein Bas Usi Ne Paayi Hai Lyrics || ज़िन्दगी हक़ीक़त में बस उसी ने पायी है

Apne haseen andaz mein likha gaya yeh behad hi roohani aur aqeedat-bhara kalam ‘Zindagi Haqeeqat Meiñ Bas Usi Ne Paayi Hai’ aashiqan-e-rasool ke dilon ko duba deta hai. Is mubaarak kalam mein madine ki maut aur huzoor-e-akram ﷺ ki azmat ko nihayat hi khoobsurat tareeqe se bayaan kiya gaya hai. Aaiye is pyare kalam ke mukammal lyrics ko dil se mehsoos karte hue padhein.

Naat Information Details
Naat Title Zindagi Haqeeqat Meiñ Bas Usi Ne Paayi Hai
Poet / Writer Traditional
Category Naat Shareef
Naatkhawan / Reciter Saif Raza Belali

Naat Lyrics in Roman

Zindagi haqeeqat meiñ bas usi ne paayi hai
Mustafa ke Kooche meiñ jis ko mawt aayi hai

Mujhko mere Murshid ne baat ye bataayi hai
Jo Nabi ka ho jaaye uss ki qul Khudaayi hai

Rakhliya bharam tera Aaminah ke jaaye nai
Naaz kar Haleema tu Mustafa ki daayi hai

Dam laboñ pe aaya hai bhar rahi hai be-taabi
Ae Saba Madinah se kya payaam laayi hai

Chaar soo andhera tha zulmatoñ ka ddhera tha
Mustafa ke aane se bazm jagmagaayi hai

Naat Lyrics in Hindi

ज़िन्दगी हक़ीक़त में बस उसी ने पायी है
मुस्तफ़ा के कूचे में जिस को मौत आयी है

मुझको मेरे मुर्शिद ने बात ये बतायी है
जो नबी का हो जाए उसकी कुल ख़ुदायी है

रखलिया भरम तेरा आमिना के जाए नै
नाज़ कर हलीमा तू मुस्तफ़ा की दायी है

दम लबों पे आया है भर रही है बे-ताबी
ऐ सबा मदीना से क्या पयाम लायी है

चार सू अंधेरा था ज़ुल्मतों का ढेरा था
मुस्तफ़ा के आने से बज़्म जगमगायी है

Naat Lyrics in Urdu

زندگی حقیقت میں بس اسی نے پائی ہے
مصطفیٰ کے کوچے میں جس کو موت آئی ہے

مجھکو میرے مرشد نے بات یہ بتائی ہے
جو نبی کا ہو جائے اسکی کل خدائی ہے

رکھ لیا بھرم تیرا آمنہ کے جائے نے
ناز کر حلیمہ تو مصطفیٰ کی دائی ہے

دم لبوں پہ آیا ہے بھر رہی ہے بے تابی
اے صبا مدینہ سے کیا پیام لائی ہے

چار سو اندھیرا تھا ظلمتوں کا دھیرا تھا
مصطفیٰ کے آنے سے بزم جگمگائی ہے

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top