Salam ay aamina ke laal, ay mahboob-e-subhani
Hafeez Jalandhari sahab ka likha hua yeh behad hi maqbool aur dilkash ‘Darood-o-Salaam’ aashiqan-e-rasool ke dilon ko thandak bakhshta hai.Is muqaddas o pakiza kalam ke zariye pyaare Nabi Alaihissalatu Wassalam ki aamad aur unki seerat o khubsurati ki azmat ko bayan kiya gaya hai.Aaiye is josh-e-imaan aur roohaniat se bhare salaam ke pakiza ash’aar ko … Read more