Aaqa Ka Milad Aaya Lyrics In Urdu
Aaqa Ka Milad Aaya Lyrics | Naat Sharif Lyrics In English Hindi Urdu
Aaqa Ka Milad Aaya Lyrics
Select Language
Ya RasoolAllah Ya HabibAllah
Salla Alaika Ya RasoolAllah
Wassallam Alaika Ya HabibAllah
Ahlaon Wa Sahlan Marhaba Ya RasoolAllah
Chaaron Taraf Noor Chaaya Aaqa Ka Milad Aaya
Khushiyon Ka Paigham Laya Aaqa Ka Milad Aaya
Shams-O-Qamar Aur Taare Kyun Na Ho Khush Aaj Saare
Unse Hi To Noor Paaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Khushiyan Manate Hain Wohi
Dhoomein Machatay Hain Wohi
Jinn Per Hua Unka Saaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Aaqa Ka Milad Aaya Lyrics
Hai Shaad Har Ek Musalmaan Karta Hai Ghar Ghar Charaghaan
Galiyon Ko Bhi Jagmagaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Mukhtar-e-Kul Maane Jo Unhe Noori Bashar Jaane Jo Unhe
Na’ara Ussi Ne Lagaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Jo Aaj Mehfil Mein Aaye Mann Ki Muradein Woh Paaye
Sab Par Karam Ho Khudaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Aaqa Ka Milad Aaya Lyrics
Ghous Ul Wara Aur Data Ne Mere Raza Aur Khwaja Ne
Sab Ne Hee Din Ye Manaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Na’at-e-Nabi Tum Sunao Ishq-e-Nabi Ko Barhao
Hum Ko Raza Ne Sikhaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Read 50+ Naat Sharif
Jiss Ko Shajar Jaante Hain Kehna Hajar Maante Hain
Aisa Nabi ﷺ Hum Ne Paaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Dil Jagmaganay Lage Hain Sab Muskurane Lage Hain
Ik Kaif Sa Aaj Chaaya
Aaqa Ka Milad Aaya
Kar Ae Ubaid Unki Midhat Tujh Per Khuda Ki Ho Rehmat
Tu Ne Muqqadar Ye Paaya
Aaqa Ka Milad Aaya
- Aaye Nabiyon Ke Sardar Lyrics
- Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Lyrics In Hindi
- Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Lyrics In Urdu
Aaqa Ka Milad Aaya Lyrics In Hindi
या रसूल अल्लाह या हबीब अल्लाह, सल्ला अलैका या रसूल अल्लाह।
वसल्लम अलैका या हबीब अल्लाह, अहलाओं वा सहलन मरहबा या रसूल अल्लाह।
चारो तारफ नूर छाया, आका का मिलाद आया।
खुशियों का पैगाम लाया, आका का मिलाद आया।
शम्स ओ कमर और तारें, क्यों ना हो खुश आज सारे।
उनसे ही तो नूर पाया, आका का मिलाद आया।
खुशिया मनाते हैं वही, धूमे मचाते हैं वो ही
जीने पर हुआ उनका साया, आका का मिलाद आया।
हैं शाद हर एक मुसलमान, करता है घर घर चरागा।
गलियों को भी जग-मगाया, आका का मिलाद आया।
मुख्तार ए कुल माने जो उन्हे, नूर बशर जाने जो उन्हे।
नारा उसी ने लगाया, आका का मिलाद आया।
जो आज महफिल मैं आए, मन की मुरादें वो पाए।
सब पर करम हो खुदाया, आका का मिलाद आया।
गौस उल वरा और दाता ने, मेरे रजा और ख्वाजा ने।
सब ने ही दिन ये मनाया, आका का मिलाद आया।
नात ए नबी तुम सुनाओ, इश्क ए नबी को बढ़ाओ।
हम को रजा ने सिखाया, आका का मिलाद आया।
जिस को शजर जानते हैं, कहना हजार मानते हैं।
ऐसा नबी हम ने पाया, आका का मिलाद आया।
दिल जग-मगाने लगे है, सब मस्कुराने लगे हैं।
एक कैफ सा आज छाया, आका का मिलाद आया।
कर आ उबैद उनकी मिदहत, तुझ पर खुदा की हो रहमत।
तू ने मुक़द्दर ये पाया, आका का मिलाद आया।