Ya Hussain Aapki Judai Me Gam Ke Maare Salam Kehte Hai || या हुसैन आपकी जुदाई में ग़म के मारे सलाम कहते हैं
Maula Imam Hussain Alaihissalam ki bargah-e-aqdas me pesh kiya gaya ye ghamgeen aur nihayat hi maqbool salam aashiqan-e-ahle-bait ki aankhon ko nam kar deta hai. Karbala ke dulaare ki judai aur unki azeem shahadat ke gham ko is kalam me nihayat dard-bhare andaz me bayan kiya gaya hai. Aaiye is pakiza salam ke zariye shaheed-e-karbala … Read more