QADRI AASTANA SALAMAT RAHE NAAT LYRICS
Qadri Aastana Salaamath Rahe ,
Mustafa Ka Gharana Salaamath Rahe
Pal Rahe Hain Jahaan Se Ye Dono Jahaan ,
Wo Saaqi Aastana Salaamath Rahe
Dard Mandon Sar Par Hai Saya Figan ,
Aap Ka Shahmiyana Salaamath Rahe
Tum Se Mansoob Hai Zindagi Ka Nisaab ,
Hashr Tak Ye Fasana Salaamath Rahe
Ye Nakirain Bole Mujhe Qabr Main
Mustafa Ka Dewana Salaamath Rahe
Hukum Tha Ke Aada Ho Namazein Pachas ,
Aapka Aana Jana Salaamath Rahe
Jisne Ta’aseer Ki Khatm-e-Ta’aseer Ki,
Wo Nabi Ka Deewana Salamat Rahe
Jinke Chehre The Ghumgeen Khush Hogaye,
Aapka Muskurana Salaamath Rahe
Etrat-E-Fatima Par UJAGAR Nisar,
Syeda Ka Gharana Salaamath Rahe
- TAKHLIQE KAYENAT KA MANSHA KAHUN NAAT LYRICS
- Ba Kare Khwaish Hairanam Agisni Ya Rasool Allah Naat Lyrics
- Chamak Ne Laga Sunniyat Ka Sitara Naat Lyrics
- kaba dikha de maula lyrics
- bigri hui banti hai har baat Madiny mein lyrics in hindi and Urdu
- Hum Sa Bhi Hoga Jahañ Meiñ Koi Naadañ Jaanañ Lyrics
- Ab Meri Nigahon Mein Jachta Nahi Koi Lyrics in Hindi
- Maula Ya Salli Wa Sallim Naat Lyrics
- Aao Aao Sar Ko Jhukayen Aaqa Ka Rauza Nazar Aagaya Naat Lyrics
- Allah Allah Unka Karam Dekhna Naat Lyrics