Aap Sabhi Ke Liye Pesh Hai Khalid Mahmood Khalid Sahab Ka Likha Behad Mashhoor Naat-E-Pak Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahi Koee Ke Mukammal Lyrics.
Is Pyari Naat Sharif Mein Huzoor Ki Shaan, Unke Be-Saya Wajood Aur Unki Rehmat Ka Bohat Hi Khubsurat Zikr Kiya Gaya Hai.
Humein Umeed Hai Ke Yeh Noorani Tehreer Aap Sabhi Ke Dilo Ko Behad Roohani Sukoon Aata Farmayegi.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahi Koee |
| Poet / Writer | Khalid Mahmood Khalid |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Khalid Mahmood Khalid |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahi Koee Lyrics In Roman
Ab Meri Nigahon Mein To Jajta Nahein Ko’Ee
Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahein Ko’Ee
Tum Sa To Husin Aankh Ne Dekha Nahein Ko’Ee
Ye Shaane Latafat He Ke Sayaa Nahein Ko’Ee
Ay Zarfe Nazar Dekh Maghar Dekh Adab Se
Sarkaar Ka Jalwoh He Tamashaa Nahein Ko’Ee
Ye Toor Se Kehtie He Abhi Tak Shabbe Me’Raj
Didaar Ki Taakat Ho To Parda Nahein Ko’Ee
Izaaz Ye Haasil He To Haasil He Zameen Ko
Aflaak Pe To Ghumbade Khazra Nahein Ko’Ee
Hota He Jahan Zikre Muhammad (Salla Llahu ‘Alayhi Wa Sallam) Ke Karam Ka
Is Bazm Me Mehroome Tamanna Nahein Ko’Ee
Sarkaar Ki Rahmat Ne Maghar Koob Nawaaza
Ye Sach He Ke Khalid Sa Nikala Nahi KoEe
Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahi Koee Lyrics In Hindi
अब मेरी निगाहों में तो जचता नहीं कोई
जैसे मेरी सरकार हैं ऐसा नहीं कोई
तुम सा तो हसीं आँख ने देखा नहीं कोई
ये शाने लताफ़त है कि साया नहीं कोई
ऐ ज़र्फ़-ए-नज़र देख मगर देख अदब से
सरकार का जल्वा है तमाशा नहीं कोई
ये तूर से कहती है अभी तक शब-ए-मेराज
दीदार की ताक़त हो तो पर्दा नहीं कोई
इज़्ज़ात ये हासिल है तो हासिल है ज़मीन को
अफ़्लाक पे तो गुम्बद-ए-ख़ज़रा नहीं कोई
होता है जहाँ ज़िक्र-ए-मुहम्मद (सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम) के करम का
इस बज़्म में महरूम-ए-तमन्ना नहीं कोई
सरकार की रहमत ने मगर ख़ूब नवाज़ा
यह सच है कि ख़ालिद सा निकाला नहीं कोई
Jaise Meri Sarkaar He Aisa Nahi Koee Lyrics In Urdu
اب میری نگاہوں میں تو جچتا نہیں کوئی
جسے میری سرکار ہیں ایسا نہیں کوئی
تم سا تو حسیں آنکھ نے دیکھا نہیں کوئی
یہ شانِ لطافت ہے کہ سایہ نہیں کوئی
اے ظرفِ نظر دیکھ مگر دیکھ ادب سے
سرکار کا جلوہ ہے تماشا نہیں کوئی
یہ طور سے کہتی ہے ابھی تک شبِ معراج
دیدار کی طاقت ہو تو پردہ نہیں کوئی
اعزاز یہ حاصل ہے تو حاصل ہے زمین کو
افلاک پہ تو گنبدِ خضریٰ نہیں کوئی
ہوتا ہے جہاں ذکرِ محمد (صلی اللہ علیہ وسلم) کے کرم کا
اس بزم میں محرومِ تمنا نہیں کوئی
سرکار کی رحمت نے مگر خوب نوازا
یہ سچ ہے کہ خالد سا نکالا نہیں کوئی