Door Aye Dil rahe Madine se
Maut behtar hai aese Jeene se
Unse Mera Salam kehdena
Jaake Tu Aye Saba Qareene se
Saba Dare Musta te jaake
Kahin Duroodo Salam Mera
Nabi de kadma wich Sir juka ke
Kahin Duroodo Salam Mera
Hawaein wagdiye leja Madine athroo Mere
Te aakhi hor ki Mein Nazar kalla Ya Rasulallah
Unse Mera Salam kehdena
Jaake Tu Aye Saba Qareene se
Har Ghule Ghul se taan Mu’attar hai
Jaane Ghulzar ke Pasine se
Yun Chamakte hein Zarre Tayba ke
Jaise bikhre hue Nagine se
Zikre Sarkar karte hein ye Momeen
Koi mar jaaye jal ke keene se
Bargahe Khuda mein kya pahunche
Ghir gaya jo Nabi ke zeene se
Us tajalli ke Samne Akhtar
Ghul ko aane lage pasine se
Door Aye Dil rahe Madine se
Maut behtar hai aese Jeene se
दूर, ए दिल ! रहें मदीने से
मौत बेहतर है ऐसे जीने से
उन से मेरा सलाम कह देना
जा के तू, ए सबा ! क़रीने से
हर गुल-ए-गुल्सिताँ मो’अत्तर है
जान-ए-गुलज़ार के पसीने से
यूँ चमकते हैं ज़र्रे तयबा के
जैसे बिखरे हुए नगीने से
ज़िक्र-ए-सरकार करते हैं मोमिन
कोई मर जाए जल के कीने से
बारगाह-ए-ख़ुदा में क्या पहुँचे !
गिर गया जो नबी के ज़ीने से
पी जिए चश्म-ए-नाज़ से उन की
मय-कशों का भला है पीने से
उस तजल्ली के सामने, अख़्तर !
गुल को आने लगे पसीने से
2 Slot Ads
Share this:
Muslim Life Pro Team
Muslim Life Pro Team
Muslim Life Pro Team
Related posts
Naat-Sharif
Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Be-Misaal Aaya, Kamaal Aaya / नबी का लब पर जो ज़िक्र है बे-मिसाल आया, कमाल आया