Aate hain aate hain sarkar e madina Naat Lyrics
Aate hain aate hain sarkar e madina 2x
Jahan zikr kiya jay unka 2x
Tashreef wahan par laate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina
Hain amna pyara khuwaab tera 2x
Tabeer hain ye allah allah
Hain laal tera mehboob khuda 2x
Jibreel pyam sunate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina
Sadqe hain qabooter aqa per 2x
Teba main dekho ye manzar
Woh sale alaa sare parh kr 2x
Jab par apne phelate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina
Aamad ki ghatain jhoom uthi
Rehmat ki ghatain jhoom uthi
Makke k fazain jhoom uthi
Sehra ki hawain jhoom uthi 2x
Rehmat k badal chate hain
Aate hain aate hain sarkar e madina 2x
Jahan zikr kiya jaye unka 2x
Tashreef waha par laate hain
Popular Posts
-
Wo Sue Lalazar Phirte Hain 30 views
-
Na Mere Sukhan Ko Sukhan Kaho (Naat) 26 views