Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics In Hindi

 

Aa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye – Naat Lyrics
Aa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye
Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

Bazmein Konain Main, Har Taraf Shoor Hai
Mustafa Aa Gaye, Mujtaba Aa Gaye
Aaj Duniya Main Khair Ul Wara Aa Gaye

Arsh Walay Mabark Dene Lagay
Farsh Walo Habib E Khuda Aa Gaye
Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

Kon Deta Hai Denay Ko Mun Chahiye
Dene Wala Hai Sacha Hamara Nabi
Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

Kiya Khabar Kitne Tarey Khile Chup Gaye
Par Na Dubay Na Duba Hamara Nabi
Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

Har Taraf Hai Niazi Sama’n Eid Ka
Mustafa Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye
Aaj Duniya Mein Khair Ul Wara Aa Gaye

Aaj Duniya Main Khair-Ul-Wara Aa Gaye
Aa Gaye, Aa Gaye, Mustafa Aa Gaye

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *