Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaayega Lyrics

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaayega Lyrics

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaayega
Har Kaar E Junoon Ab Toh Sawaabi Ho Jaaye
Imaan Mein Tere Bhi Kharaabi Ho Jaaye
Zaahid Tu Jo Dekhe Woh Nasheeli Nazrein
Meri Hi Tarah Tu Bhi Sharaabi Ho Jaaye

Sar Jis Pe Na Jhuk Jaaye Use Dar Nahi Kehte
Har Dar Pe Jo Jhuk Jaaye Use Sar Nahi Kehte
Kya Tujhko Jahaan Waale Sitamgar Nahi Kehte
Kehte Toh Hain Lekin Tere Muhn Par Nahi Kehte
Kaabe Mein Musalmaan Ko Bhi Keh Dete Hain Kaafir
Maikhaane Mein Kaafir Ko Bhi Kaafir Nahi Kehte

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jaayega
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jaayega

Itna Maayoos Na Khalwat E Gham Se Apni
Tu Kabhi Khud Ko Bhi Dekhega Toh Darr Jaayega

Doobte Doobte Kashti Ko Uchhaala De Doon
Main Nahi Koi Toh Saahil Pe Utar Jaayega

Zindagi Teri Ata Hai Toh Yeh Jaane Waala
Teri Bakshish Teri Dehleez Pe Dar Jaayega

Nafs Laazim Hai Magar Dukh Hai Qayaamat Ka Faraaz
Zaalim Ab Ke Bhi Na Royega Toh Marr Jaayega

Raaz E Wafa Ko Aaj Sarre Aam Kar Diya
Ashqon Ka Ho Bura Main Badnaam Kar Diya

आँख से दूर न हो दिल से उतर जाएगा

आँख से दूर न हो दिल से उतर जाएगा

वक़्त का क्या है गुज़रता है गुज़र जाएगा

इतना मानूस न हो ख़ल्वत-ए-ग़म से अपनी

तू कभी ख़ुद को भी देखेगा तो डर जाएगा

डूबते डूबते कश्ती को उछाला दे दूँ

मैं नहीं कोई तो साहिल पे उतर जाएगा

ज़िंदगी तेरी अता है तो ये जाने वाला

तेरी बख़्शिश तिरी दहलीज़ पे धर जाएगा

ज़ब्त लाज़िम है मगर दुख है क़यामत का ‘फ़राज़’

ज़ालिम अब के भी न रोएगा तो मर जाएगा

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega

Aankh Se Door Na Ho Dil Se Utar Jayega,
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar Jayega,

آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا
وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا

Itna Manoos Na Ho Ḳhalvat-E-Gham Se Apni,
Tu Kabhi Ḳhud Ko Bhi Dekhega To Dar Jayega,

اتنا مانوس نہ ہو خلوت غم سے اپنی
تو کبھی خود کو بھی دیکھے گا تو ڈر جائے گا

Doobte Doobte Kashti Ko Uchala De Doon,
Main Nahin Koi To Sahil Pe Utar Jayega,

ڈوبتے ڈوبتے کشتی کو اچھالا دے دوں
میں نہیں کوئی تو ساحل پہ اتر جائے گا

Zindagi Teri Ata Hai To Ye Jaane Vala,
Teri Baḳhshish Teri Dehleez Pe Dhar Jayega,

زندگی تیری عطا ہے تو یہ جانے والا
تیری بخشش تری دہلیز پہ دھر جائے گا

Zabt Lazim Hai Magar Dukh Hai Qayamat Ka FARAZ,
Zalim Ab Ke Bhi Na Royega To Mar Jayega.

ضبط لازم ہے مگر دکھ ہے قیامت کا فرازؔ
ظالم اب کے بھی نہ روئے گا تو مر جائے گا

Leave a Reply