Ba Kare Khwaish Hairanam Agisni Ya Rasool Allah Naat Lyrics

Ba Kare Khwaish Hairanam Agisni Ya Rasool Allah Naat Lyrics

 

 

Bakaar-E-Khaish Hairaanam Aghisni Yaa Rasoolallah

Pareshaanam Pareshaanam Aghisni Yaa Rasoolallah

 

Nadaaram Juz Tu Mal Jaaye Nadanam Juz Tu Maa-Waaye,

Tui Khud Saaz-O-Saamaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Shahaa Be-Kas Nawaazi Kun Tabeebaa Charaah Saazi Kun,

Mareez-E-Dard-E-’Isyaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Naraftam Raah Beenaayaan  Futaadam Dar Chahe ‘Isyaan ,

Biyaa Aay Habl-E-Rahmaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Gunah Bar Sar Balaa Baarad Dilam Dard-E-Hawa Daarad,

Ke Daanad Juz Tu Dar Maanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Agar Raani-O-Gar Khwaani Gulaamam Anta Sultaani,

Digar Cheeze Nameedaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Bakahf-E-Rahmatam Parwar Ze Qitmeeram Mane Kamtar,

Sag-E-Dargaah-E-Sultaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Gunah Dar Jaanam Aatish Zad Qiyaamat Shol’a Mi Kheezad,

Madad Aay Aab-E-Haiwaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Choo Margam Nakhl-E-Jaan  Soozad Bahaaram Raa Khizaan Sowzad,

Na Rezad-O-Barg-E-Imaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Choo Mehshar Fitna Angezad Balaaye Be Imaan  Kheezad,

Bajoyam Az Tu Dar Maanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Pidar Raa Nafrate Aayad Pisar Raa Wahshat Afzaayad,

Tu Geeri Zer-E-Daamaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

‘Azeezaan  Gashta Door Az Man Hama Yaaraan  Nufoor Az Man,

Dareen  Wahshat Tura Khwaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Gadaaye Aamad Aay Sultaan  Baa Ummeed-E-Karam Naalaan ,

Tahi Daamaan  Magir Daanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Agar Mi Raanem Az Dar Baman Binumaa Dar-E-Deegar,

Kujaa Naalam Kiraa Khwaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Giraftaaram Rihaayi Deh Maseehaa Mowmiyaayi Deh,

Shikastam Rang-E-Saamaanam Aghisni Yaa Rasoolallah

 

RAZA Yat Saail-E-Be-Par Tooyi Sultaan-E-Laa Tanhar,

Shahaa Behre Azeen  Khwaanam Aghisni Yaa Rasoolallah.

 

Tujh Pe Karam Ho Jayega Tera Wird Ho Allahu Naat Lyrics

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Naat Lyrics

Kya Theek Ho Rukh E Nabwi Par Misaal E Gul Naat Lyrics

 

بَکارِ خَویْش حَیرانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ
پَریشانَم پریشانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

نَدارَم جز تو مَلجائے نَدانَم جز تو ماوائے
توئی خود ساز و سامانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

شَہا بیکس نوازی کُن طَبِیبا چارہ سازی کن
مریضِ دردِعِصیانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

نَرَفتم راہِ بِینایاں فُتادَم در چَہِ عِصیاں
بِیا اے حَبلِ رَحمانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

گُنہ بر سر بلا بارَد دِلَم دردِ ہوا دارَد
کہ دانَدْ جُز تو دَرمانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللّٰ

اگر رانی و گر خوانی غُلامَم اَنْتَ سُلْطَانِی
دِگر چیزے نَمِیدانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

بکہفِ رَحمتم پَروَر زِ قِطمیرَم مَنِہ کم تر
سگِ درگاہِ سلطانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

گُنہ در جانَمآتِش زَد قیامت شُعلہ۔ می خِیزد
مدد اے آبِ حیوانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

چو مَرگَم نَخلِ جاں سُوزَد بہارَم را خزاں سوزد
نہ رِیزَدبَرگِ اِیمانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

چو محشر فتنہ اَنگیزَد بلائے بے اماں خِیزَد
بجویم از تو دَرمانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

پِدَر را نفرتے آیَدْ پِسر را وَحشت اَفزایَدْ
تو گِیری زیرِ دامانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

عزیزاں گَشْتہ دور اَز مَن ہَمہ یاراں نُفُور اَ ز من
دَریں وحشت تُرا خوانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

گدائی آمد ای سلطاں بامّیدِ کَرم نالاں
تَہی داماں مَگِردانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

اگر می رانِیم از در بمن بِنُما دَرے دیگر
کُجا نالَم کِرا خوانم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

گرفتارَم رہائی دِہ مَسیحا مُومْیائی دِہ
شِکستَم رنگِ سامانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ

رضاؔیَت سائلِ بے پر توئی سلطانِ لَا تَنْھَرْ
شہا بَہرے اَزیں خوانَم اَغِثْنِیْ یَا رَسُوْلَ اللہ
پسندیدہ

 

 

 

Bara Rabi Ul Awwal Ke Din Naat Lyrics

 

બકાર-એ-ખૈશ હૈરાનામ અગીસ્ની યા રસૂલલ્લાહ

પરેશાનમ્ પરેશાનમ્ અગીસ્ની યા રસૂલલ્લાહ

 

નાદારામ જુઝ તુ મલ જાયે નાદાનમ જુઝ તુ મા-વાયે,

તુઇ ખુદ સાઝ-ઓ-સામાનમ અગીસ્ની યા રસૂલલ્લાહ.

 

શહા બે-કાસ નવાઝી કુન તબીબા ચારાહ સાઝી કુન,

મરીઝ-એ-દર્દ-એ-‘ઇસ્યાનમ અગીસ્ની યા રસુલ્લાલ્લાહ.

 

નરાફ્ટમ રાહ બીનાયાં ફુટાદમ ડર ચાહે ‘ઇસિયાં,

બિયા આયે હબલ-એ-રહેમાનમ અગીસ્ની યા રસુલ્લાલ્લાહ.

 

ગુનાહ બાર સર બલા બારદ દિલમ દર્દ-એ-હવા દરદ,

કે દાનાદ જુઝ તુ ડર માનમ અગીસની યા રસુલલ્લાહ.

 

અગર રાની-ઓ-ગર ખ્વાની ગુલામ આંતા સુલતાની,

દિગર ચીઝ નામીદાનમ અગીસ્ની યા રસુલલ્લાહ.

 

બકહફ-એ-રહમતમ પરવાર ઝે કિતમીરમ માને કામતર,

સાગ-એ-દરગાહ-એ-સુલતાનમ અગીસ્ની યા રસૂલ્લાલ્લાહ.

 

ગુનાહ દર જાનમ આતિશ ઝદ કિયામત શોલા મી ખીઝાદ,

મદદ આએ આબ-એ-હૈવાનમ અગીસ્ની યા રસુલ્લાલ્લાહ.

 

છૂ મરગમ નખલ-એ-જાન સૂઝાદ બહારમ રા ખીઝાન સોઝાદ,

ના રેઝાદ-ઓ-બર્ગ-એ-ઈમાનમ અગીસ્ની યા રસુલ્લાલ્લાહ.

 

છૂ મહેશર ફિતના અંગેઝાદ બલાયે બે ઈમાન ખીઝાદ,

બજોયમ અઝ તુ દાર માનમ અગીસ્ની યા રસુલલ્લાહ.

 

પીદર રા નફરતે આયદ પિસર રા વહશત અફઝાયાદ,

તુ ગીરી ઝેર-એ-દામાનમ અગીસ્ની યા રસુલલ્લાહ.

 

‘અઝીઝાન ગશ્તા દૂર આઝ મન હમા યારાન નુફૂર આઝ મન,

દરીન વહશત તુરા ખ્વાનમ અગીસ્ની યા રસુલ્લાલ્લાહ.

 

ગદાયે આમદ આય સુલતાન બા ઉમ્મીદ-એ-કરમ નાલાં,

તાહી દામન મગીર દાનમ અગીસની યા રસુલલ્લાહ.

 

અગર મી રાનેમ આઝ દાર બમન બિનુમા દાર-એ-દીગર,

કુજા નાલમ કિરા ખ્વાનામ અગીસ્ની યા રસૂલલ્લાહ.

 

ગીરફતારમ રિહાયી દેહ મસીહા મોમિયાયી દેહ,

શિકસ્તમ રંગ-એ-સામાનમ અઘિસની યા રસૂલલ્લાહ

 

રઝા યત સાઈલ-એ-બે-પર તોયી સુલતાન-એ-લા તન્હાર,

શહા બેહરે અઝીન ખ્વાનમ અગીસ્ની યા રસુલ્લાહ.

 

 

 

 

Peero Ke Aap Peer Hai Yaa Ghous Al Madad Lyrics

 

 

বাকার-ই-খাইশ হায়রানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ

পরেশানম পরেশানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ

 

নাদারাম জুজ তু মাল যায় নাদানম জুজ তু মা-ওয়ায়ে,

তুই খুদ সাজ-ও-সামানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

শাহা বে-কাস নাওয়াযী কুন তাবীবা ছরাহ সাযী কুন,

মারিজ-ই-দরদ-ই-ইসিয়ানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

নরাফতাম রাহ বিনায়ান ফুতাদাম দার চাহে ইসিয়ান,

বিয়া আয় হাবল-ই-রহমানাম আগিস্নি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

গুনাহ বার সার বালা বারাদ দিলম দর্দ-এ-হাওয়া দরদ,

কে দানাদ জুজ তু দার মানম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

আগর রানি-ও-গার খোয়ানি গুলামাম আন্তা সুলতানি,

দিগার চিজ নামীদানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

বাকাহফ-ই-রহমতম পরওয়ার জে ক্বিতমীরাম মানে কামতার,

সাগ-ই-দরগাহ-ই-সুলতানাম আগিস্নি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

গুনাহ দার জানম আতীশ জাদ কিয়ামাত শোলা মি খিজাদ,

মাদাদ আয় আব-ই-হায়ওয়ানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

ছু মারগাম নখল-এ-জান সুজাদ বাহারম রা খিজান সওজাদ,

না রেজাদ-ও-বারগ-ই-ইমানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

ছু মেহশার ফিতনা আঙ্গেজাদ বালায়ে ইমান খিজাদ,

বাজোয়াম আজ তু দার মানম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

পিদার রা নাফরাতে আয়াদ পিসার রা ওয়াহশাত আফজায়াদ,

তু গেরি জের-ই-দামানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

‘আজিজান গাশতা দুর আজ মান হামা ইয়ারান নুফুর আজ মান,

দারেন ওয়াহশাত তুরা খোয়ানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

গদায়ে আমদ আয় সুলতান বা উম্মেদ-এ-করম নালান,

তাহি দামান মাগীর দানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

আগর মি রনেম আজ দার বামন বিনুমা দার-ই-দিগার,

কুজা নালাম কিরা খোয়ানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

গিরাফতারম রিহায়ি দেহ মাসিহা মৌমিয়ায়ী দেহ,

শিক্ষাস্তম রং-ই-সামানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ

 

রাজা ইয়াত সাইল-এ-বে-পার তুয়ি সুলতান-ই-লা তানহার,

শাহা বেহরে আজিন খোয়ানাম আঘিসনি ইয়া রাসুলুল্লাহ।

 

তুজ পে করম হো যায়েগা তেরা ওয়াইর্ড হো আল্লাহু নাত লিরিক্স

উথা দো পরদা দিখা দো চেহরা নাত লিরিক্স

কেয়া থেক হো রুখ ই নবভি পার মিসাল ই গুল নাত লিরিক্স

Hazrat Makhdoom Sayyed Jalaal-ud-deen Husain rahmatullāhi alaihi :
♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦♦

Mazeed Posts ke liye Website dekhen :
(For more posts Visit this website) :

http://fikreummat.net/


Laqab :
‾‾‾‾‾‾‾‾
Makhdoom Jahaaniyan Jahaangasht.


Aap ki wilaadat 14 Sha’abaan 707 Hijri (8 February 1308 A.D.) ko Uch (Zila Bahawalpur, Punjab) me hui.


Aap ke waalid ka naam Hazrat Sayyed Ahmad Kabeer bin Makhdoom Sayyed Jalaal-ud-deen Haidar Surkh-Posh Bukhari rahmatullāhi alaihi aur waalida ka naam Sayyeda Bibi Maryam binte Sayyed Murtaza hai.

Aap Husaini saadaat hain.

Aap ke daada Sayyed Jalaal-ud-deen Haidar Surkh-Posh Bukhari rahmatullāhi alaihi Sultaan Nasir-ud-deen Mahmood bin Shams-ud-deen Altamash ke zamaane me 630 Hijri (1232 A.D.) me Bukhara se Hindustan tashreef laaye the.


Aap ne Uch me apne chacha se bunyaadi ta’aleem haasil ki.
Phir Uch me Qaazi Allama Baha-ud-deen se mazeed taaleem haasil ki.
Un ke inteqaal ke baad aap Multan gaye aur Hazrat Shaikh Rukn-ud-deen Abul Fat’h ke madrasa me Shaikh Musā aur Maulana Majd-ud-deen se ta’aleem haasil ki. Multan me ek saal dauran aap ne Hidayah aur Bazoodi ki ta’aleem haasil ki.


Us ke baad Hazrat Shaikh Rukn-ud-deen ke farmaan par aap Uch waapas aaye.

Sultaan Muhammad bin Tughlaq ke daur me aap ko Sehwan ke Shaikh ul Islaam banaaya gaya.

Magar kuchh arse ke baad Aap ne Hazrat Shaikh Rukn-ud-deen rahmatullāhi alaihi ke mashware par us ohade se istifa de diya aur paidal Hajj ke liye nikal gaye.


Makka mukarrama me Aap 7 saal tak rahe. Aap din me ta’aleem haasil karte the aur raat me Qur’ān majeed ki naqal likhkar apna guzaara karte the.

Aap jab Makka se Madeena pahunche aur Roza e Rasool sallallāhu alaihi wa sallam par ziyarat ke liye haazir hue tab khaadim se Roza Mubarak ke andar jaane ke liye ijaazat maangi to khaadim ne inkaar kiya. Aap ne farmaaya ke “Main saadaat hu.” Khaadim ne ṡaboot maanga to Aap ne farmaaya “Main Roza Mubarak ke paas khada rehta hu. Agar darwaaze apne aap khul jaaye to aap mera saadaat hona maan lenge?” Khaadim ne kaha “Theek hai.” Aap ne Roza Mubarak ke darwaaze ke paas khade hokar Salaam pesh kiya “Assalaamu alaikum Ya Jaddal muwajad.” To foran Roza Mubarak ke andar se jawaab mila “Wa alaikum assalaam Ya Ahsanal waaldi wa Qurratul aini wa anta minni wa anta Ahle baiti.” Salaam ka jawaab khaadimo ne aur Shaikh e Madeena Abdullāh Mutri ne suna. Aur phir band darwaaze apne aap khul gaye. Aap Roza Mubarak ke andar daakhil hue to darwaze phir se band ho gaye. Jab aap baahar aaye to sab ne Aap ke haath chumkar maafi maangi.

Ek baar Masjid e Nabawi ke Imaam haazir nahi the to Aap ko Imaamat karne ki sa’adat mili. Aap ne Ishq e Rasool aur Ta’azeem e Rasool sallallāhu alaihi wa sallam ke saath ek saf pichhe rehkar namaaz padhai.
Aap ka yeh amal aur adab dekhkar Hazrat Shaikh Afeef-ud-deen Abdullāh al-Mutri rahmatullāhi alaihi ne aap ki bahot ta’areef ki.
Aap Hazrat ki sohbat me 2 saal rahe aur Tasawwuf aur Falsafa ki ta’aleem haasil ki aur Saha Sitta ki aur dusri kitaabo ki taaleem haasil ki.
Hazrat Shaikh Abdullah al-Mutri rahmatullahi alaihi ne Aap ko Khilaafat bhi ata farmai.
Aap ne Hazrat Shaikh-ush-Shuyukh Shahaab-ud-deen Umar Suharwardi rahmatullāhi alaihi se ‘Awaarif-ul-Ma’arif’ ki ta’aleem haasil ki.

Phir Aap Madeena se Makka aaye tab aap ki mulaaqaat Hazrat Imaam Abdullāh Yafa’ee al-Yemeni rahmatullāhi alaihi ke se hui. Unho ne Aap ko Khilaafat ata farmai.
Unho ne Aap ko Hazrat Khwaja Naasir-ud-deen Chiraagh e Delhi rahmatullāhi alaihi ke baare me bataaya.
Jab aap Uch waapas aaye to Delhi pahunche aur Hazrat Khwaja Naasir-ud-deen Chiraagh e Delhi rahmatullāhi alaihi se mulaaqaat ki. Unho aap ko Chishti Nizaami silsila ki Khilaafat ata farmai.


Aap 12 saal tak Yemen, Filistin (Palestine), Iran, Iraq, Shaam (Syria), Khorasan aur Arab mulk, aur China, Mongolia aur Ceylon (Sri Lanka) aur Hindutan ke ilaaqe ka safar karte rahe aur Isha’ate islaam karte rahe aur is dauraan Aap ne taqreeban 300 Auliya Allāh ki mulaaqaat karke faiz haasil kiya.
Is liye Aap ko ‘Jahaaniyan Jahaangasht’ kaha jaata hai.

Aap maante the ke insaan ki roohaani taraqqi ke liye Safar bahot zaroori hai. Kyun ki safar insaan Qudrat ke qareeb laata hai aur makhlooq ki pehchan aur qadr karata hai aur safar ki pareshaaniyo se dunyaawi muamalaat se door hota hai aur eimaan mazboot hota hai.

Sultaan Muhammad bin Tughlaq ke daur me Aap alag alag ilaaqo ka safar karte rahe.
Sultaan Firoz Shaah Tughlaq ke daur me Aap ne Uch me qayaam kiya aur zaroorat padne par Delhi jaate the. Aap Sultaan ko deeni muamalaat me mashwara diya karte the.
Jab Aap Delhi pahunchte to Sultaan Firoz Shah Tughluq Delhi se kai mil door aakar aap ka isteqbaal karte aur jab Sultaan ke darbaar me pahunchte to Sultaan adab ke saath khade rehte aur jab Aap darbaar se rukhsat hote aur bahot door chale jaate tab hi Sultaan neeche baithte.
Sultaan Aap ko bataur e Hadiye jo maal dete woh aap ghareebo aur haajatmando me taqseem kar dete.


Aap chaaro maslak e fiq’h ke maahir the.
Aap Arabi, Faarsi, Urdu, Hindi, Multani aur Sindhi ke maahir the.

Aap apna zyada waqt Ibaadat, Riyaazat aur Muraqaba me guzaarte.
Aap Qir’at ki 7 qism ke maahir the aur roz ek Qur’ān majeed mukammal karte the.


Aqwaal :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Aap irshaad farmaate hain :
(1) Jo shakhs apne amal aur kalaam me hamesha Huzoor Rasool-Allāh sallallāhu alaihi wa sallam ki ita’at wa itteba karta hai wohi Wali ho sakta, warna nahi.
Shartiat ke baghair Tareeqat bekaar hai. Sunnato par amal kiye bagair koi shakhs Wali nahi ho sakta.

(2) Mo’min ke liye laazmi hai ke woh sahi ilm sikhe aur us amal kare.

(3) Jaahil durwesho se bachna zaroori hai kyun ki wo Deen ke chor hain.

(4) Jo amal dunya me faa’ida aur sukoon na de sake wo aakhirat me bekaar honge.

(5) Apne libaas ko najaasat se paak rakho, apne jism ko Gunaaho se paak rakho aur apne dil ko bughz [kina] se paak rakho.

(6) Soofi ko hamesha Halaal khaana hi khaana chaahiye aur Halaal libaas hi pehanna chaahiye. Kyun ki Haraam khuraak ka ek lukma ya Haraam kapde ka ek tukda bhi istemaal karne se us ke safar me rookaawat hoti hai.

(7) Jis me kamaal hota hai woh Khaaksaari ikhtiyaar karta hai,
Aur jis me kamaal nahi hota woh Takabbur karta hai.

♦ Aap ke mureed Hazrat Abu Abdullāh Ala-ud-deen Sa’ad bin Ashraf ne ‘Khulaasat-ul-Alfaaz-e-Jaami-ul-Uloom’ naami kitaab me aap ke Aqwaal ko jama kiya hai, jis me 1379-80 A.D. ki Delhi ki mulaaqaat ke dauraan ke aqwaal wa dars bhi shaamil hai.


Karaamat :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
(2) Hazrat Makhdoom Jahaaniyan Jahaangasht Sayyed Jalaal-ud-deen Husain rahmatullāhi alaihi ki Khaanqaah me ek kothri me ghaas rakhi hui thi. Us me aag lag gai aur shole bhadakne lage.
Aap ne ek chootki mitti lekar buland aawaaz se kaha ‘Ya Shaikh Abdul Qaadir Jeelaani Shayan lillāh’ aur mitti ko aag ki taraf phenk diya. Aag foran bujh gai.

(2) Ek martaba Aap Jeddah ki ek masjid me tashreef farma the tab log ek janaaza lekar aaye. Aap ne kashf ke zariye jaan liya ke Yeh Hazrat Badr-ud-deen Yemeni ka janaaza hai jo Hajj ada karke laut rahe the ke raaste me inteqaal ho gaya hai. Aap ne logo se farmaaya ke “Dafn me jaldi na karna, mumkin hai inhe saktaa ho gaya ho.” Phir Aapne chand rak’at nafl Namaz padhi aur Qur’ān majeed ki tilaawat me mashgool ho gae. Phir is aayate kareema ‘Yukhrijul hayya minal mayyiti wa yukhrijul mayyita minal hayy’ ka wird karne lage.
Logo ne dekha ke Hazrat Badr-ud-deen Yemeni ‘Ash’hadu al laa ilāha illallāh wa ash’hadu anna muhammadur Rasoolullāh’ padhte hue uthkar baith gae.


Pariwaar :
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
Aap ki 4 biwiya hain :
(1) Bibi Zaib-un-nisa binte Malik Husain Langaah (Haakim e Multan),
(2) Bibi Kulsum binte Abul Khair,
(3) Bibi Rafee’ah Khatoon binte Sayyed Jalaal-ud-deen Roochi,
(4) Bibi Firdaus binte Sayyed Sadr-ud-deen Mohammed Ghauṡ.

Aap ke 7 saahabzaade aur 3 saahabzaadiya hain.

Saahabzaade :
(1) Sayyed Naasir-ud-deen Mahmood Naushah (Sajjaada nasheen)
(2) Sayyed Muhammad Akbar
(3) Sayyed Abdullāh Qattaal
(4) Sayyed Ali
(5) Sayyed Yousuf
(6) Sayyed Nizaam-ud-deen
(7) Sayyed Jalaal.

Saahabzaadiya :
(1) Bibi Malika Jahaan (Jin ka nikaah Hazrat Shaikh Sayyed Sharf-ud-deen Hasan Mash’hadi rahmatullāhi alaihi se hua)
(2) Bibi Aa’isha
(3) Bibi Hakeema.


Aap Hazrat Shaikh Rukn-ud-deen Abul Fat’h Suharwardi rahmatullāhi alaihi ke mureed aur khalifa hain.

Is ke ilaawa alag alag masha’ikh se dusre 14 silsile ki bhi khilaafat mili hai.
(1) (Aap ke Waalid) Hazrat Shaikh Sayyed Sultaan Ahmad Kabeer Bukhari rahmatullāhi alaihi se ‘Suharwardi Jalaali’ silsile ki;
(2) (Aap ke Chacha) Hazrat Shaikh Sayyed Muhammad Bukhari rahmatullāhi alaihi se ‘Suharwardi Jalaali’ silsile ki;
(3) Hazrat Shaikh-ul-Islaam Mahmood Shaah Suharwardi rahmatullāhi alaihi se bhi (737 Hijri me) ‘Suharwardi’ silsile ki;
(4) Hazrat Khwaja Sayyed Auhad-ud-deen Haamid Kirmani rahmatullāhi alaihi se ‘Suharwardi’ silsile ki;
(5) Hazrat Sayyed Jalaal-ud-deen Uchi rahmatullāhi alaihi se ‘Suharwardi Kubrawiya’ silsile ki;
(6) Hazrat Khwaja Sayyed Naasir-ud-deen Mahmood Chiraagh e Delhi rahmatullāhi alaihi se ‘Chishti Naasiri’ silsile ki;
(7) Hazrat Khwaja Qutb-ud-deen Munawwar rahmatullāhi alaihi se ‘Chishti Nizaami’ silsile ki
(8) Hazrat Sayyed Hameed-ud-deen Mahmood Chishti Samarqandi rahmatullāhi alaihi se ‘Chishti Maudoodi’ silsile ki;
(9) Hazrat Shams-ud-deen Yahyā rahmatullāhi alaihi se ‘Chishti’ silsile ki;
(10) Hazrat Shaikh Rukn-ud-deen Munji rahmatullāhi alaihi se ‘Ad’hami’ silsile (in ka silsila Hazrat Shaikh Abu Abdullāh Khafeef Shirazi se hote hue Hazrat Khwaja Sultaan Ibrāheem bin Ad’ham rahmatullāhi alaihi tak pahunchata hai.);
(11) Hazrat Abu Ubaid Aini rahmatullāhi alaihi se ‘Qaadri’ silsile ki;
(12) Hazrat Shaikh Mohammad Ubaid Ghayaaṡ rahmatullāhi alaihi se ‘Qaadri’ silsile ki;
(13) Hazrat Shaikh Noor-ud-deen Ali ibn Ubaidullāh Taraabas rahmatullāhi alaihi se ‘Qaadri’ silsile ki;
(14) Hazrat Shaikh Afeef-ud-deen Abdullāh al-Mutri rahmatullāhi alaihi se,
(14) Hazrat Shaikh Shahaab-ud-deen Abu Saeed bin Mohammad Kirmani Shafi’i rahmatullāhi alaihi se,
(16) Hazrat Abu Is’hāq Gazruni rahmatullāhi alaihi se ‘Gazruniya’ silsile ki,
(17) Hazrat Qutb e Adan Faqeeh Bisaal rahmatullāhi alaihi se,
(18) Hazrat Sultaan Eisā rahmatullāhi alaihi se,
(19) Hazrat Abu Abdullāh Muhammad rahmatullāhi alaihi se ‘Rifai’ silsile ki,
(20) Hazrat Imaam Shaikh Abdullāh Yaafa’ee al-Yemeni rahmatullāhi alaihi se ‘Maghribi’ silsile ki (in ka silsila Hazrat Shaikh Abu Madyan Maghribi rahmatullāhi alaihi tak pahunchta hai),
(21) Hazrat Shaikh Najm-ud-deen Isfahani rahmatullāhi alaihi se ‘Shaazili’ silsile ki
(22) Hazrat Sayyed Badi-ud-deen Ahmad Madaar Shaah rahmatullāhi alaihi se ‘Madaari’ silsile ki.

Aap se ‘Suharwardi Makhdoomi’ silsila jaari hai.
Aap ke khulfa :
(1) (Aap ke bhai) Hazrat Shaikh Sadr-ud-deen Mohammad Raajan Qattaal rahmatullāhi alaihi (Uch / Pakistan),
(2) (Aap ke saahabzaade) Hazrat Sayyed Naasir-ud-deen Mahmood Naushah rahmatullāhi alaihi (Uch / Pakistan),
(3) Hazrat Makhdoom Sayyed Sharf-ud-deen Hasan Mash’hadi rahmatullāhi alaihi (Bharuch, Gujarat),
(4) Hazrat Makhdoom Sayyed Sikandar Jahaaniya Tirmizi rahmatullāhi alaihi (Mangrol, Saurashtra, Gujarat),
(5) Hazrat Shaikh Yahyā bin Ali Tirmizi rahmatullāhi alaihi (Vadodara, Gujarat),
(6) Hazrat Sayyed Muhammad Khuda-bakhsh rahmatullāhi alaihi (Patan, Gujarat)
(7) Hazrat Jamaal-ud-deen Faarooqi Uchi rahmatullāhi alaihi (Patan, Gujarat)
(8) Hazrat Qutub Mahmood rahmatullāhi alaihi (Karanta, Gujarat),
(9) Hazrat Shaikh Ahmad Ganj-bakhsh Khattu rahmatullāhi alaihi (Ahmedabad, Gujarat),
(10) Hazrat Shaikh Ala-ud-deen Husaini rahmatullāhi alaihi,
(11) Hazrat Qaazi Sayyed Abdul Malik urfe Ajmal Shaah Bahraichi rahmatullāhi alaihi (Bahraich, Uttar Pradesh),
(12) Hazrat Shaikh Siraaj Sukhta rahmatullāhi alaihi (Kalpi, Uttar Pradesh),
(13) Hazrat Haaji-ul-Harmain Shaikh Qawaam-ud-deen rahmatullāhi alaihi,
(14) Hazrat Shaikh Raajgiri urfe Shaikh Akhi rahmatullāhi alaihi (Kannauj, Rajasthan),
(15) Hazrat Shaikh Rafi-ud-deen rahmatullāhi alaihi,
(16) Hazrat Makhdoom Deewaan Shaah Kabeer rahmatullāhi alaihi (Uttar Pradesh),
(17) Hazrat Makhdoom Sayyed Ashraf Jahaangeer Simnani rahmatullāhi alaihi (Kichhauchha, Uttar Pradesh)
(18) Hazrat Shaikh Hamza Kashmiri rahmatullāhi alaihi (Kashmir)
(19) Hazrat Sayyed Muhammad Isfahani rahmatullāhi alaihi
(20) Hazrat Qaazi Ala-ud-deen Muhammad rahmatullāhi alaihi.


Aap ka wisaal 10 Zil Hijjah 785 Hijri (3 February 1384 A.D.) ko Ghuroob e aaftaab ke waqt hua.

Aap ka mazaar Uch (Punjab, Pakistan) me hai.


Mazeed Posts ke liye Website dekhen :
(For more posts Visit this website) :

http://fikreummat.net/


ALLĀH ta’ala us ke Habeeb sallallāhu alaihi wa sallam ke sadqe me
Aur Hazrat Makhdoom Jahaaniyan Jahaangasht Sayyed Jalaal-ud-deen Husain rahmatullāhi alaihi ke aur tamaam Auliya Allāh aur Ahle bait waseele se
Sab ko mukammal ishqe Rasool ata farmae aur Sab ke Eimaan ki hifaazat farmae aur Sab ko ikhlaas ke saath nek amal karne ki taufiq ata farmae.
Aur Sab ko dunya wa aakhirat me kaamyaabi ata farmae aur Sab ki nek jaa’iz muraado ko puri farmae.
Aameen.

 

جدّ اعلیٰ سادات اَیرایاں حضور سیّدنا مخدوم جلال الدین جہانیاں جہاں گشت حسینی بخاری سہروردی زندہ باد

مسلك اعلیٰ حضرت سلامت رہے

پوسٹ نمبر ⿥

( حضرت سیّدنا احمد کبیر سہروردی )
حضرت سیّد جلال سرخ بخاری کے دو فرزند علی و جعفر جو ان کے ہمراہ بخارا سے آئے تھے وہ کچھ دنوں ہند میں رہ کر بخارا واپس چلے گئے اور بدر الدین بھکری کی دو صاحب زادیوں سے جو یکے بعد دیگرے حضرت جلال سرخ بخاری کے سلسلۂ ازدواج میں آئیں پہلی صاحب زادی سے بہاء الدین محمد غوث اور دوسری سے سیّد احمد کبیر پیدا ہوئے جو حضرت شیخ سیّدنا مخدوم جہانیاں جہاں گشت کے والد ماجد ہیں حضرت احمد کبیر شیخ صدر الدین عارف کے مرید و خلیفہ ہیں بڑے عارف ، ذاکر اور صاحب کرامت بزرگ تھے کشف و کرامات کا اخفاء فرمایا کرتے ہر وقت خشیت الٰہی کا بڑا غلبہ رہتا تھا حضرت مخدوم جہانیاں فرماتے ہیں کہ وہ خوف خدا کی وجہ سے کسی وقت بستر پر نہیں رہتے تھے سردی اور گرمی میں صرف ایک کپڑا اوڑھ لیا کرتے تھے قرآن کریم سے بڑا شغف رکھتے تھے روزانہ دو کلام پاک مکمل فرماتے تھے ایک دن میں دوسرا رات میں حضرت صدر الدین عارف کے خلیفہ اور سلسلۂ سہروردیہ کے نامور بزرگ شیخ جمال خنداں رو اوچی حضرت احمد کبیر کی بڑی حفاظت و رعایت فرماتے تھے حضرت مخدوم جہانیاں سے روایت ہے کہ ایک موقع پر شیخ جمال نے فرمایا کہ مجھ سے حضرت جلال بخاری نے کہا تھا کہ میرا فرزند احمد کبیر بڑا باشوق اور عشق الٰہی میں سرشار ہوگا تم اس کی حفاظت کرنا لہذا میں اس رعایت کو ملحوظ رکھتا ہوں خود احمد کبیر ابتداء میں حضرت شیخ جمال کا کچھ زیادہ خیال نہیں رکھتے تھے ایک مرتبہ حضرت شیخ رکن الدین ابو الفتح نے حضرت مخدوم جہانیاں کے ذریعے پیغام بھیجا تو احمد کبیر فوراً حضرت جمال خنداں رو کی خدمت میں پہنچے قدم بوس ہوئے اور پھر آئندہ کبھی بے اعتنائی کا اظہار نہیں کیا حضرت احمد کبیر پر خشیت الہی کا یہ عالم ہوتا کہ فرض و نفل نماز میں بھی نعرہ لگاتے اور زار زار روتے تھے اس زمانے میں اوچ شریف میں تین خانقاہیں تھیں
حضرت جمال خنداں رو کی خانقاہ
بزرگان گازرونی کی خانقاہ
حضرت احمد کبیر کی خانقاہ
شیخ احمد کبیر کی خانقاہ میں دور و نزدیک کے اکثر مسافر ، مشائخ و سیاح مقیم ہوا کرتے تھے حضرت احمد کبیر کا اوچ شریف میں انتقال ہوا حضرت مخدوم جہانیاں انتقال کی کیفیت کے متعلق فرماتے ہیں
جس رات میرے والد کا انتقال ہوا میں اس رات موجود تھا اس رات وہ عشاء کی نماز وقت مستحب میں نہ پڑھ سکے جب نصف شب گزری تو مجھے بلایا وضو کیا اور نماز عشاء ادا کی اور ویسے ہی قبلہ رخ ہو کر جاں بحق تسلیم کی حضرت احمد کبیر کے بہت سے مرید تھے اور خلفاء میں شیخ جلال مجرد سلہٹی خاص طور سے مشہور ہیں جنہوں نے بنگال و سلہٹ میں اسلام کی شمع روشن کی ان کی کوششوں سے کفرستان میں شجر اسلام بارآور ہوا

جاری ہے…………………..

📍خانقاہ قادریہ سہروردیہ
جاجمؤ شریف کانپور

 

 

Leave a Reply