Chap tilak sab cheeni Lyrics

Chap tilak sab cheeni Lyrics

 

Chap tilak sab cheeni
Aa piya in nainan mein
Jo palak dhamp Tohe loon

Na dekhun main gair ko
Na Tohe dekhan dun

Kaajal daalun kirkara jo surmo saha na jaye
Jin nainan mein pi basein waha duja kon samaye

Chaap tilak sab chcheeni re
Mo se naina milayi ke

Prem bati ka madwa pilayi ke
Matwari kar dini,mo se naina milayi ke

Bal bal jaun main tore rang rajwa
Aisi rang do rang nahi chchute
Dhobiya dhoye chahe saari umariya
Apni si rang dini mo se naina milayi ke

Gori gori bayiyan hari hari churiyan
Bayiyan pakar har leeni, mo se naina milayi ke

Khusro nizam ke bal bal jayin a
Mohe suhagan keeni, mo se naina milayi ke

 

Leave a Reply