Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain Naat Lyrics

Chor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte He
Mustafa Ghulamo Ki KismAate Badal Te He
Rehmato Ke Badal Ke Saee Sath Chalte Hain
Mustafa Ke Deewane, Ghar Se Jab Nikalte Hain
Chor Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain,
Mustafa Ghulamo Ki QismAatein Badal Te Hain
Humko Roz Milta He Sadqa Pyare Aaqa Ka
Unke Dar Ke Tukdo Par Hum Jaise Khush Naseeb Palte Hain
Chor Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain,
Mustafa Ghulamo Ki QismAatein Badal Te Hain
Amina Ke Pyare Ka, Sabz Gumbad Wale Ka
Jashn Hum MaNaAate Jalne Wale Jalte Hain
Chor Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain,
Mustafa Ghulamo Ki QismAatein Badal Te Hain
Sirf Sari Duniya Me, Wo Taiba Ki Galiyan Hain
Jis Jagah Pe Hum Jaise, Khote Sikke Chalte Hain
Chor Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain,
Mustafa Ghulamo Ki QismAatein Badal Te Hain
Sach Hain Gair Ka Ehsan, Wo Kabhi Nahi Lete
Ae Aleem Aaqa Ke Jo Tukdo Pe Palte Hain
Chor Fikr Duniya Ki, Chal Madine Chalte Hain,
Mustafa Ghulamo Ki QismAatein Badal Te Hain
Mitha Madina Dur Hai…
Jaana Hamen Zarur Hai…
Chodh Fikr Duniya Ki… Chal Madine Chalte Hai…
Mustafa Gulaamon Ki… Kismaten Badalte Hai…
Jis Dar Pe Gulamoon Ke… Haalaat Badalte Hai…
Aao Ussi Aaqa Ke… Darbaar Me Chalte Hai..
Lillah Bula Lijee… Dukh Dard Ke Maaaron Ko..
Taiba Ki Ziyarat Ko… Armaan Machalte Hai…
Mustafa Gulaamon Ki… Kismaten Badalte Hai..
Chodh Fikr Duniya Ki… Chal Madine Chalte Hai…
Rahmatoon Ki Chadar Ke… Sar Pe Saae Chalte Hai…
Mustafa Ke Deewaane… Ghar Se Jab Nikalte Hai…
Chodh Fikr Duniya Ki… Chal Madine Chalte Hai…
Haraa Gumbad Jo Dekhoge.. To Duniya Bhul Jaaoge…
Agar Taiba Ko Jaaoge.. To Aana Bhul Jaaoge..
Tumhare Samne Hoga.. Kabhi Jab Gumbad e Khazra..
Nazar Jam Jaaegi Uspar… Hatana Bhul Jaoge…
Humko Rooz Milta Hai.. Sadka Aal-e-Zahra Ka…
Unke Darbaar Se Jab Bhi Mai Ne..
Panjatan Ke Wasile Se Manga..
Mujhko Kairaat Fauran Mili Hai…
Khub Mere Guzaare Hue Hai..
Humko Rooz Milta Hai.. Sadka Aal-e-Zahra Ka…
Panj-Jatan Ke Tukroon Par… Khush Naseeb Palte Hai..
Chodh Fikr Duniya Ki… Chal Madine Chalte Hai…
Zikr-e-Shah-e-Bathaa Ko.. Wirdh Ab Bana Lijee..
Ye Wo Zikr Hai Jisse.. Gum Khushi Me Dhalte Hai…
Chodh Fikr Duniya Ki… Chal Madine Chalte Hai…
Mitha Madina Dur Hai…
Jaana Hamen Zarur Hai…
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madiney Chalte Hain Naat Lyrics
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madiney Chalte Hain
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
Naat Khwan: Owais Raza Qadri, Alhaj Yousuf Memon, Asad Attari,
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Hain
Mustafa Ghulamoñ ki qismateñ Badalte haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Rahmatoñ Ke Baadal Ke Saaye Sath Chalte Hain
Mustafa Ke Deewane Ghar Se Jab Nikalte Hain
रहमतों के बादल के साए साथ चलते हैं
मुस्तफ़ा के दीवाने घर से जब निकलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Humko Roz Milta Hai Sadqa Pyare Aqa Ka
Unke Dar Ke Tukdo Par Hum Khush Nasib Palte Hain
हमको रोज़ मिलता है सदका प्यारे आक़ा का
उनके दर के टुकड़ों पर हम खुशनसीब पलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Amina Ke Pyare Ka Sabz Gumbad Wale Ka
Jashn Hum Manaate Haiñ Jalne Wale Jalte Hain
आमिना के प्यारे का सब्ज़ गुम्बद वाले का
जश्न हम मनाते हैं जलने वाले जलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Sirf Sari Duniya Meiñ Taiba Ki Wo Galiyan Hain
Jis Jagah Pe Hum Jaise Khote Sikke Chalte Hain
सिर्फ सारी दुनिया में तैबा की वोह गलियां हैं
जिस जगह पर हम जैसे खोटे सिक्के चलते हैं
Chhod Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं
Sach Hai Ghair Ka Ehsaan Wo Kabhi Nahi Lete
Ay Aleem Aqa Ke Tukdo Pe Jo Palte Hain
सच है ग़ैर का एहसान वोह कभी नहीं लेते
ऐ अलीम आक़ा के टुकड़ों पे जो पलते हैं
Chhor Fikr Duniya Ki Chal Madine Chalte Haiñ
Mustafa Ghulamoñ Ki Qismateñ BadalTe Haiñ
छोड़ फ़िक्र दुनिया की चल मदीने चलते हैं
मुस्तफ़ा ग़ुलामों की क़िस्मतें बदलते हैं