Ustaad E Zaman Hazrat Maulana Hasan Raza Khan Ka Yeh Purnoor Kalam Sarkar E Do Alam Ki Shaan E Mubarak Aur Hifazat E Iman Par Mabni Ek Aala Shahkar Hai. Is Naat E Pak Mein Huzoor Ki Muhabbat Aur Ishq E Madina Ki Azmat Ka Behad Khubsoorat Bayan Pesh Kiya Gaya Hai. Teeno Zabanon Mein Yeh Kalam Niche Mulahiza Farmaen.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Khaake Taiba Ki Agar Dil Mein Ho Waqt Mehfooz |
| Poet / Writer | Hasan Raza Khan |
| Category | Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Owais Raza Qadri |
| Book Name | Zauq-e-Naat |
Khaake Taiba Ki Agar Dil Mein Ho Waqt Mehfooz Lyrics In Roman
Khaake Ki Agar Dil Mein Ho Waqt Mehfooz
Aib Kori Se Rahay Chashm E Baseerat Mehfooz
Dil Mein Roshan Ho Agar Shama Wilaye Moola
Duzd E Shaitan Se Rahay Deen Ki Doulat Mehfooz
Ya Khuda Mehv Nzarah Hon Yahan Tak Ankhen
Shakal Quraan Ho Marey Dil Mein Woh Soorat Mehfooz
Silsila Zulff Mubarak Se Hai Jis Ke Dil Ko
Har Bulaa Se Rakhay Allah Ki Rehmat Mehfooz
Thi Jo Uss Zaat Se Takmeel Farameen Manzoor
Rakhi Khatim Ke Liye Mohar Nabuwat Mehfooz
Ae Nigehbaan Marey Tujh Pay Salaat Aur Salam
Do Jahan Mein Tre Bande Hain Salamat Mehfooz
Vaastaa Hifz Ellahi Ka Bacha Rehzan Se
Rahay Imaan Gharibaan Dam E Rehlat Mehfooz
Shahi Kon O Makan Aap Ko Di Khaaliq Ne
Kanz Qudrat Mein Azal Se Thi Yeh Doulat Mehfooz
Tairay Qanoon Mein Gunjaish Tabdeel Nahi
Nskh O Tarmeem Se Hai Tri Shariat Mehfooz
Jisay Azad Kere Qaamat Sheh Ka Sadqa
Rahay Ftnon Se Woh Taa Roz E Qayamat Mehfooz
Uss Ko Aada Ki Adawat Se Zarrar Kya Puhanche
Jis Ke Dil Mein Ho Hasan Unn Ki Mohabbat Mehfooz
Khaake Taiba Ki Agar Dil Mein Ho Waqt Mehfooz Lyrics In Hindi
खाक-ए-तैबा की अगर दिल में हो वक़्त महफ़ूज़
ऐब कोरी से रहे चश्म-ए-बसीरत महफ़ूज़
दिल में रोशन हो अगर शम-ए-विला-ए-मौला
दुज़्द-ए-शैतान से रहे दीन की दौलत महफ़ूज़
या ख़ुदा महव-ए-नज़ारा हों यहां तक आंखें
शक्ल-ए-क़ुरआन हो मेरे दिल में वो सूरत महफ़ूज़
सिलसिला ज़ुल्फ़-ए-मुबारक से है जिस के दिल को
हर बला से रखे अल्लाह की रहमत महफ़ूज़
थी जो उस ज़ात से तकमील-ए-फ़रामीं मंज़ूर
रखी ख़ातिम के लिए मोहर-ए-नबुव्वत महफ़ूज़
ऐ निगेहबान मेरे तुझ पे सलात और सलाम
दो जहाँ में तेरे बंदे हैं सलामत महफ़ूज़
वास्ता हिफ़्ज़-ए-इलाही का बचा रहज़न से
रहे ईमान-ए-ग़रीबां दम-ए-रिहलत महफ़ूज़
शाही-ए-कौन-ओ-मकां आप को दी ख़ालिक़ ने
कंज-ए-कुदरत में अज़ल से थी ये दौलत महफ़ूज़
तेरे क़ानून में गुंजाइश-ए-तब्दील नहीं
नस्ख़-ओ-तरमीम से है तेरी शरीअत महफ़ूज़
जिसे आज़ाद करे क़ामत-ए-शह का सदक़ा
रहे फ़ितनों से वो ता रोज़-ए-क़यामत महफ़ूज़
उस को आदा की अदावत से ज़रर क्या पहुंचे
जिस के दिल में हो हसन उनकी मोहब्बत महफ़ूज़
Khaake Taiba Ki Agar Dil Mein Ho Waqt Mehfooz Lyrics In Urdu
خاکِ طیبہ کی اگر دل میں ہو وقت محفوظ
عیب کوری سے رہے چشمِ بصیرت محفوظ
دل میں روشن ہو اگر شمعِ ولائے مولٰی
دزدِ شیطان سے رہے دین کی دولت محفوظ
یا خدا محوِ نظارہ ہوں یہاں تک آنکھیں
شکلِ قرآن ہو میرے دل میں وہ صورت محفوظ
سلسلہ زلفِ مبارک سے ہے جس کے دل کو
ہر بلا سے رکھے اللہ کی رحمت محفوظ
تھی جو اس ذات سے تکمیلِ فرامیں منظور
رکھی خاتم کے لیے مہرِ نبوت محفوظ
اے نگہبان میرے تجھ پہ صلاۃ اور سلام
دو جہاں میں ترے بندے ہیں سلامت محفوظ
واسطہ حفظِ الٰہی کا بچا رہزن سے
رہے ایمانِ غریباں دمِ رحلت محفوظ
شاہیِ کون و مکاں آپ کو دی خالق نے
کنزِ قدرت میں ازل سے تھی یہ دولت محفوظ
تیرے قانون میں گنجائشِ تبدیل نہیں
نسخ و ترمیم سے ہے تیری شریعت محفوظ
جسے آزاد کرے قامتِ شہ کا صدقہ
رہے فتنوں سے وہ تا روزِ قیامت محفوظ
اس کو اعدا کی عداوت سے ضرر کیا پہنچے
جس کے دل میں ہو حسنؔ ان کی محبت محفوظ