Nana Ke Laad Pyar Ka Aisa Sila Diya Lyrics

Nana Ke Laad Pyar Ka Aisa Sila Diya Lyrics

 

Nana Ke Laad Pyar Ka Aisa Sila Diya Lyrics
Nana ke laad Pyar Ka aisa Sila Diya
Gardan kata Ke deen ka rutba Badha Diya.
Kyon aaqibat ka tujhko na aaya zara khyal
Kya soch ke Hussain pe khanjar Chala Diya.
Dekar lahu ka ek-ek Qatra Hussain ne
Karbo bala ke zarron ko tara Diya.

Pyare nabi Ke deen par zainab Qimati
Apna Azize Jaan Wo heera Luta Diya.
Tahir Salam karta hai apne Hussain Ko
Deene nabi Ke vaste sab kuchh Luta Diya.

Leave a Reply