Yeh Maherma Sitaron Ki Dilkashi Kyaa Hai Naat Lyrics
Yeh maherma sitaron ki dilkashi kyaa hai
Nabi ke husn ke age yeh chandani kyaa hai
Agar hai anaa toh anaa raoze per
Aye maut tujhko bataunga zindagi kyaa hai
ki naat padhhi ja rahai hai mehfil main
Zara bataiye lab per yah khamoshi kyaa hai
ke shaher main jannat talash karta hai
Zara mujhe toh bata us jagah kami kyaaa hai
ke ishq ne lafzon ko kar diyaa anmol
ki naat hai warna ye shayri kyaaa hai
Hai jiske maula uske hain ali maula
Ab ismain aur samajhna hai kyaa ali kyaa hai
Lagake takht ko thokar kaha yeh shahon ne
Teri gadai ke age shahenshahi kyaa hai
ka ishq nahin dil main hai imaan kaisa
ka ziqr nahin ho toh bandagi kyaa hai
Popular Posts
-
Karam Karam Maula Hamd Lyrics 15 views
-
Innil Tiya Ree Hassaba Naat Lyrics 13 views