Sajjad Nizami (Marhoom) sahab ka likha aur padha hua yeh nihayat hi ghamgeen aur ta’assur-angeez manqabati kalam pesh-e-khidmat hai.
Is mubarrak kalam mein Baheri ke azeem aalim aur deen ke sacha khadim Sultan Ashraf sahab ke wisal par gehra ranj o gham bayan kiya gaya hai.
Aaiye is dildoz kalam ko padhein aur unki khidmat o sadgi ko yaad kar ke apne dilon mein jazba-e-khair ko jagayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Aankhe Bhigo Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye |
| Poet / Writer | Sajjad Nizami (Marhoom) |
| Category | Manqabat Sharif / Naat Sharif |
| Naatkhawan / Reciter | Sajjad Nizami (Marhoom) |
Naat Lyrics in Roman
Aankhe Bhigo Ke Dilko Hila Kar Chale Gaye,
Aise Gaye Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye
Aankhe Bhigo Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye,
Aise Gaye Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye
Ifta Ki Shaan Ilmo Hunar Ka Waqar The,
Sada Mijaz Zinda Dili Ki Bahar The
Mehfil Har Ek Suni Bana Kar Chale Gaye,
Aise Gaye Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye
Umar-E-Tamam Deen Ki Khidmat Mein Kaat Di,
Apne Kalam Se Kufr Ki Tarikh Chath Di
Hukm-E-Shariyat Humko Bata Kar Chale Gaye,
Aise Gaye Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye
Deen-E-Nabi Ki Khidmate Maqbool Ho Gayi,
Seeno Mein Unki Ulfate Mehfooz Ho Gayi
Deewana Apna Sabko Bana Kar Chale Gaye,
Aise Gaye Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye
Elaan Sehri Jisne Bahedi Ko De Diya,
Aur Phir Julus-E-Barvi Bhi Ata Kiya
Tahrik Kaisi Kaisi Chala Kar Chale Gaye,
Aise Gaye Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye
Sultan Ashraf Ism Bhi Saya Neeshan Tha,
Har Ek Lehaz Se Jo Bahedi Ki Jaan Tha
Kaisa Pahad Gum Ka Gira Kar Chale Gaye,
Aise Gaye Ke Sabko Rula Kar Chale Gaye
Naat Lyrics in Hindi
आँखे भीगो के दिलको हिला कर चले गए,
ऐसे गए के सबको रूला कर चले गए
आँखे भीगो के सबको रुला कर चले गए,
ऐसे गए के सबको रूला कर चले गए
इफ्ता की शान इल्मो हुनर का वकार थे,
सदा मिजाज़ ज़िंदा दिली की बहार थे
महफ़िल हर एक सुनी बना कर चले गए,
ऐसे गए के सबको रूला कर चले गए
उमर-ए-तमाम दीन की खिदमत में काट दी,
अपने कलम से कुफ्र की तारीख छाठ दी
हुक्म-ए-शरीयत हमको बता कर चले गए,
ऐसे गए के सबको रूला कर चले गए
दीन-ए-नबी की खिदमते मकबूल हो गई,
सीनों में उनकी उल्फते महफूज हो गई
दीवाना अपना सबको बना कर चले गए,
ऐसे गए के सबको रूला कर चले गए
एलान सेहरी जिसने बहेड़ी को दे दिया,
और फिर जुलूस-ए-बारहवी भी अता किया
तहरीक कैसी कैसी चला कर चले गए,
ऐसे गए के सबको रूला कर चले गए
सुल्तान अशरफ इस्म भी साया निशाँन था,
हर एक लेहाज़े से जो बहेड़ी की जान थी
कैसा पहाड़ गम का गिरा कर चले गए,
ऐसे गए के सबको रूला कर चले गए
Naat Lyrics in Urdu
آنکھیں بھیگو کے دل کو ہلا کر چلے گئے،
ایسے گئے کہ سب کو رلا کر چلے گئے
آنکھیں بھیگو کے سب کو رلا کر چلے گئے،
ایسے گئے کہ سب کو رلا کر چلے گئے
افتا کی شان علم و ہنر کا وقار تھے،
سدا مزاج زندہ دلی کی بہار تھے
محفل ہر ایک سونی بنا کر چلے گئے،
ایسے گئے کہ سب کو رلا کر چلے گئے
عمرِ تمام دین کی خدمت میں کاٹ دی،
اپنے قلم سے کفر کی تاریخ چھانٹ دی
حکمِ شریعت ہم کو بتا کر چلے گئے،
ایسے گئے کہ سب کو رلا کر چلے گئے
دینِ نبی کی خدمتیں مقبول ہو گئیں،
سینوں میں ان کی الفتیں محفوظ ہو گئیں
دیوانہ اپنا سب کو بنا کر چلے گئے،
ایسے گئے کہ سب کو رلا کر چلے گئے
اعلانِ سحری جس نے بہیڑی کو دے دیا،
اور پھر جلوسِ بارہویں بھی عطا کیا
تحریک کیسی کیسی چلا کر چلے گئے،
ایسے گئے کہ سب کو رلا کر چلے گئے
سلطان اشرف اسم بھی سایہ نشان تھا،
ہر ایک لحاظ سے جو بہیڑی کی جان تھا
کیسا پہاڑ غم کا گرا کر چلے گئے،
ایسے گئے کہ سب کو رلا کر چلے گئے