Ashraf Ka Karam Hai Mujhpe Mere Naat Lyrics
Ashraf Ka Karam Hai Mujhpe Mere
Dil Jo Bana Mera Chishti Haram
Apka Raoza Kitna Aali Apke Ke Dar Ki Shan Nirali
Raoza Tumhara Raoza Tumhara Raoza Tumhara
Babe-Herm Ashraf Ka Karm Hai Mujh Par Mere Ashraf Ka Karam Hai
Jo Bhi Dar Par Aaye Tumhare Khali Jholi Bhar Ke Jaye
Bada Sakhi Dekho Mera Sanam Ashraf Ka Karam Hai
Mujh Pe Mere Ashraf Ka Karam
Shan Se Kaheta Hai Nizami Paaye Jo Tere Dar Gulami
Teri Gulami Rab Ka Karam Ashraf Ka Karam Hai
Mujh Pe Mere Ashraf Ka Karam
Akhtar Ka Karam Hai Mujhpe Mere
Dil Jo Bana Mera Razvi Chaman
Surat Tumhari Hai Kitni Pyaari
Tum Pe Fida Hai Duniya Saari
Tum Hi To Rakhte Ho Mera Bharam
Akhtar Ka Karam Mere Peer Ka Karam Tajushsshria Ka Karam .
Murshid Ka Karam Fakhar E Azhar Ka Karam Hai Mujhpe Mere
Chehra Lage Suhaana Mere Azhari Miyan Ka
Har Sunni Hai Deewana Mere Azhari Miyan
Tajushshria Ka Karam Hai Mujhpe Mere
Bagadad Se Madeena Ajmer Se Baryli
Roohani Aana Jaana Mere Azhari Miya Ka
Tajushshriah Ka Karam ×3
Shaikhul Islaam Ki Shaan Niraali
Tajushshriah To Hain Be Misaali
Murshid Hamare Jan E Ahlesunan
Akhtar Ka Karam Hai Mujhpe Mere
Mujhko Duniya Kahe Deewana Tumhara
Aap Bhi Kahe Do Ye Hai Deewana Mera
Tum Se Hi To Hai Azhar Ka Dharam
Akhtar Ka Karam Hai
Ashraf Ka Karam Hai Mujh Pe Lyrics In Hindi
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे / Ashraf Ka Karam Hai Mujh Pe Mere
दिल जो बना मेरा चिश्ती हरम
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
आप का रोज़ा कितना आली
आप के दर की शान निराली
रोज़ा तुम्हारा है बाग़-ए-इरम
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
जो भी दर पे आए तुम्हारे
ख़ाली झोली भर कर जाए
कितना सख़ी देखो मेरा सनम
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
मौला अली की आँख के तारे
ग़ौस-ए-आज़म के हैं दुलारे
तुम पे फ़िदा आक़ा ! अरब-ओ-अजम
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
नाज़ करे अशरफ़ का दीवाना
पाया है कितना पाक घराना
ये तो हमारा है दीन-ओ-धरम
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
शान से कहता है ये निज़ामी
पाई है तेरे दर की ग़ुलामी
तेरी ग़ुलामी है रब का करम
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
अशरफ़ का करम है मुझ पे मेरे
नात-ख़्वाँ:
हाफ़िज़ कामरान क़ादरी