Aye Sarwar-e Duniya o Deen Lyrics | ऐ सरवरे दुनिया ओ दीं तेरी निराली शान है

Aye Sarwar-e Duniya o Deen Lyrics

 

 

Aye Sarwar-e Duniya o Deen Lyrics

 

Aye Sarwar-e Duniya o Deen Teri Nirali Shaan Hai Lyrics in Hindi and English

Qawwal : Nusrat Fateh Ali Khan

हिंदी लिरिक्स के लिए यहां टच कीजिए

Khuda Ka Noor Tujhmein Hu-Ba-Hu Hai
Khuda Pinha Magar Tu Ru-Ba-Ru Hai

Teri Azmat Ka Andaza Ho Kisko
Khuda Hai Aur Khuda Ke Baad Tu Hai

 

Aye Sarwar-e Duniya o Deen Teri Niraali Shaan Hai..

 

Aye Sarwar-e Duniya o Deen Teri Niraali Shaan Hai
Dar Hai Tera Rashk-e-Haram Chehra Tera Qur’an Hai

 

Chehra Tera Qur’an Hai ..
Chehra Tera Qur’an Hai ..

Tujhe Sochna Mohabbat Tujhe Dekhna Ibadat
Yehi Meri Bandagi Hai Main Karun Teri Talawat

 

Mere Aaqa, Chehra Tera Qur’an Hai ..
Chehra Tera Qur’an Hai ..

Kaali Kamli Waale Aaqa Chehra Tera, Qur’aan …

 

Itni Khuli Hai Hum Pe Haqeeqat Tere Rukh Ki
Allah Bhi Karta Hai Talawat Tere Rukh Ki

 

Kaali Kamli Waale Aaqa Chehra Tera, Qur’aan …

 

Kaunain Mein Tu Baad-e-Khuda Arfa-o-Ala
Kaunain Ke Har Goshe Mein Hai Tujhse Ujaala

Qur’an Ko Hum Padhte Hain Az Raah-e-Aqeedat
Qar’an Tujhe Padhta Hai Aye Sayyed-e-Waala

 

Kaali Kamli Waale Aaka Chehra Tera, Qur’an …

 

Kaali Kamli Waale Aaqa Chehra Tera, Qur’aan Hai
Dar Hai Tera Rashq-e-Haram Chehra Tera Qur’aan Hai

 

Khatm-e-Rusul Mukhtar-e-Kul
Nabiyoñ Ka Tu Sultan Hai
Soorat Teri Husn-e-Azal
Tujhpe Jahaañ Qurban Hai

 

Mangtoñ Ka Aaqa Rakh Bharam
Kar De Karam Shaah-e-Umam
Dukhiyoñ Ki Mushkil Taalna
Tere Liye Aasaan Hai

 

Meraaj Ka Doolha Hai Tu
Khaliq Ke Ghar Pahuñcha Hai Tu
Tu Hai Habib-e-Kibriya
Tu Arsh Ka Mehmaan Hai

 

Dar Se Tere Waabastagi
Dono Jahaan Ki Behtari
Nisbat Teri Ya Mustafa
Imaan Ki Pahchan Hai

Aye Sarwar-e Duniya o Deen Teri Niraali Shaan Hai

 

 

 

Aye Sarwar E Duniya O Deen Teri Niraali Shaan Hai Lyrics

 

Aye Sarwar E Duniya O Deen Teri Niraali Shaan Hai
Aye Maalik O Gul Fasl O Karam Rehmat Kar
Aye Zaafa Har Ranj O Alam Rehmat Kar
Sabqat Hai Saza Gazab P Erehmat Ko Teri
Apni Teri Rehmat Ki Kasam Rehmat Kar

Tazeem Se Leta Hai Khuda Naam E Muhammad
Kya Naam Hai E Salle Allah Naam E Muhammad
Allah Kare Uspe Haraam Atishe Do Zakh
Jis Shaks Ke Ho Dil Pe Likha Naam E Muhammad

Ye Lutf Ye Tumhara Karam Bemisaal Hai
Ik Ik Gunahgaar Ka Tumhein Khayaal Hai
Ho Mere Haal Pe Bhi Ik Nigah E Karam Nawaaz
Sarkaar Ik Nigah E Karam Ka Sawaal Hai

Aaya Labon Pe Zikr Jo Khair Ul Anaam Ka
Sauda Hua Buland Durood O Salaam Ka
Mujh Par Nisaar Hone Lagin Mastiyan Tamaam
Main Zikr Kar Raha Tha Muhammad Ke Naam Ka

Main Madine Mein Jo Jaata To Wahan Kya Karta
Kuch Na Karta To Roze Ko Dekha Karta

Aye Sarwar E Duniya O Deen Teri Niraali Shaan Hai
Dar Hai Tera Rashq E Haram Chehra Tera Quran Hai

Itni Khuli Hampe Haqeeqat Tere Rukh Ki
Allah Bhi Karta Hai Talaawat Tere Rukh Ki

Haafiz Nahi Main Haafiz Se Main Achcha Hoon
Ye Baat Badi Hai Jise Main Samjha Hoon

Jab Hota Hai Aaka Mujhe Tera Deedar
Ik Aan Mein Quran Ko Padh Leta Hoon

Quran Ko Hum Padhte Hain Az Raahe Haqeeqat
Quran Tujhe Padhta Hai Sayyid E Waala

Tujhe Sochna Muhabnbat Tujhe Dekhna Ibaadat
Yehi Meri Bandagi Hai Ke Main Karun Teri Talaawat

Khatme Rasul Mukhtaar E Kul Nabiyon Ka Tu Sultan Hai
Soorat Teri Husn E Adal Tujhpe Jahaan Qurbaan Hai

Mangton Ka Aaka Rakh Bharam Karde Karam Shah E Umam
Dukhiyon Ki Mushkil Taalna Tere Liye Aasaan Hai

Mairaaj Ka Dulha Hai Tu Khaaliq Ke Ghar Pahuncha Hai Tu
Tu Hai Habeeb E Kibriya Tu Arsh Ka Mehmaan Hai

Aalam Use Sajda Kare Arsh E Bareen Dar Pe Jhuke
Shah E Arab Mehboob E Rabb Kis Shaan Ka Insaan Hai

Shams Ud Duha Badr Ud Duja Noor Ul Huda Khair Ul Bara
Tu Azmat E Insaan Hai Tu Zeenat E Quran Hai

Dar Se Tar Wah Bandagi Dono Jahaan Ki Behtari
Nisbat Teri Ya Mustafa Imaan Ki Pehchaan Hai

Teri Ata Tera Karam Rakhe Ghareebon Ka Bharam
Shah E Umam Hasti Teri Paidan Hi Paidaan Hai

 

 

ख़ुदा का नूर तुझ में हूबहू है

 

 

ख़ुदा का नूर तुझ में हूबहू है
ख़ुदा पिनहा मगर तू रूबरू है
तेरी अज़मत का अंदाज़ा हो किसको
ख़ुदा है और ख़ुदा के बाद तू है।

 

ऐ सरवरे दुनिया ओ दीं तेरी निराली शान है

ऐ सरवरे दुनिया ओ दीं तेरी निराली शान है
दर है तेरा रश्के हरम चेहरा तेरा कुरआन है

चेहरा तेरा कुरआन है ..
चेहरा तेरा कुरआन है ..

 

तुझे सोचना मोहब्बत तुझे देखना इबादत
यही मेरी बंदगी है मैं करूं तेरी तिलावत

मेरे आक़ा, चेहरा तेरा कुरआन है ..
चेहरा तेरा कुरआन है ..

काली कमली वाले आक़ा, चेहरा तेरा कुरआन …

 

इतनी खुली है हम पे हक़ीक़त तेरे रुख़ की
अल्लाह भी करता है तिलावत तेरे रूख़ की

काली कमली वाले आक़ा, चेहरा तेरा कुरआन …

 

कौनैन में तू बाद-ए ख़ुदा अरफ़ा ओ आला
कोनैन के हर गोशे में है तुझसे उजाला

क़ुरआन को हम पढ़ते हैं अज़ राहे-अक़ीदत
कुरआन तुझे पड़ता है ऐ सैय्यद ए वाला

काली कमली वाले आक़ा, चेहरा तेरा कुरआन …

दर है तेरा रश्के हरम चेहरा तेरा कुरआन है

 

ख़त्म-ए रुसुल मुख़्तार-ए कुल
नबियों का तू सुल्तान है
सूरत तेरी हुस्ने अज़ल
तुझ पे जहां क़ुर्बान है।

 

मंगतों का आक़ा रख भरम
कर दे करम शाहे उमम
दुखियों की मुश्किल टालना
तेरे लिए आसान है।

 

मेराज का दूल्हा है तू
ख़लिक़ के घर पहुंचा है तू
तू है हबीब ए किबरिया
तू अर्श का मेहमान है।

 

दर से तेरे वाबस्तगी
दोनों जहां की बेहतरी
निस्बत तेरी या मुस्तफा
ईमान की पहचान है।

Leave a Reply