Huzoor-E-Akram Salla Llahu Alayhi Wa Sallam Ke Barkat Bhare Shehar Madina Sharif Ki Azmat Aur Adab Par Likha Gaya Yeh Ek Behad Maroof Naat Sharif Hai. Is Kalam-E-Ishq Mein Madina E Munawwara Ki Haazri Ke Sunahri Adab Ko Behad Dilkash Andaz Mein Bayan Kiya Gaya Hai. Aaiye Is Khoobsurat Kalam Ke Mukammal Lyrics Roman, Hindi Aur Urdu Mein Mulahiza Farmayein.
| Naat Information | Details |
| Naat Title | Dekh Aya Hai Kahan Ahista Chal |
| Poet / Writer | Alhaj Muhammad Haneef Nazish Qadri[1] |
| Category | Urdu Naat Shareef / Adab-E-Haazri[1][2] |
| Naatkhawan / Reciter | Al-Haj Owais Raza Qadri[3][4] |
| Book Name | Barkate Raza Naat Book |
Dekh Aya Hai Kahan Ahista Chal Lyrics In Roman
Dekh Aya Hai Kahan Ahista Chal
Zai’rey Kooye Jina Ahista Chal
Jaise Ji Chahe Jahan Me Ghoom Phir
Ye Madina Hai Yahan Ahista Chal
Haziri Me Hain Malak Sattar Hazar
Kudsiyon Ke Darmiyan Ahista Chal
Dar Pe Pahuncha Hun Badi Muddat Ke Baad
Ae Meri Umre Rawan Ahista Chal
Bargah E Naaz Me Ahista Bol
Hoga Sab Kuchh Raahe-Gan Ahista Chal
Dekh Loon Ji Bhar Ke Shahar E Mustafa
Mere Meer E Karwan Ahista Chal
Jaliyon Ke Samne Jaldi Na Kar
Wo Hain Nazish Mehrwan Ahista Chal
Dekh Aya Hai Kahan Ahista Chal Lyrics In Hindi
देख आया है कहां आहिस्ता चल
ज़ाईरे कूए जिना आहिस्ता चल
जैसे जी चाहे जहां में घूम फिर
ये मदीना है यहां आहिस्ता चल
हाज़िरी में हैं मलक सत्तर हज़ार
कुदसियों के दरमियाँ आहिस्ता चल
दर पे पहूंचा हूं बड़ी मुद्दत के बाद
ऐ मेरी उम्रे रवां आहिस्ता चल
बारगाहे नाज़ में आहिस्ता बोल
होगा सब कुछ राहे-गां आहिस्ता चल
देख लूं जी भर के शहरे मुस्त़फ़ा
मेरे मीरे कारवां आहिस्ता चल
जालियों के सामने जल्दी ना कर
वो हैं नाज़िश मेहरवां आहिस्ता चल
Dekh Aya Hai Kahan Ahista Chal Lyrics In Urdu
دیکھ آیا ہے کہاں آہستہ چل
زائرِ کوئے جناں آہستہ چل
جیسے جی چاہے جہاں میں گھوم پھر
یہ مدینہ ہے یہاں آہستہ چل
حاضری میں ہیں ملک ستر ہزار
قدسیوں کے درمیاں آہستہ چل
در پہ پہنچا ہوں بڑی مدت کے بعد
اے میری عمرِ رواں آہستہ چل
بارگاہِ ناز میں آہستہ بول
ہوگا سب کچھ رائیگاں آہستہ چل
دیکھ لوں جی بھر کے شہرِ مصطفیٰ
میرے میرِ کارواں آہستہ چل
جالیوں کے سامنے جلدی نہ کر
وہ ہیں نازش مہربان آہستہ چل