Fatima Teri Chadar Ka Kya Poochna Naat Lyrics
Fatima Tere Chadar Ka Kya Poochna
Tere Chader Ke Tukde Bhattar Hue
Un Bahattar Ka Ahsan Islam Par
Ki Fatima Tere Baba Habibe Khuda
Tere Sohar He Maula Ali Murtaza
Tere Bache Shahidane Karbobala
Tere Bachho Ko Ahsan Islam Par
Fatima Tere Chadar Ka Kya Poochna
Tere Chader Ke Tukde Bhattar Hue
Run Me Jainab Ne Haq Ko Ada Kar Diya
Yani Tamire Huqme Khuda Kar Diya
Apme Bete Ko Haq Par Fida Kar Diya
Eese Ma Ka Ehsan Islam Par
Fatima Tere Chadar Ka Kya Poochna
Tere Chader Ke Tukde Bhattar Hue