FURQATE TAIBA KEE WEHSHAT DIL SE JAAYE KHAIR SE NAAT LYRICS

furqate tayba ki wahshat dil se jaaye khair se
me madina ko chaloo wo din phir aaye khair se

dil mein hasrat koyee baaqi rah na jaaye khair se
raahe tayba mein mujhe yoon maut aaye kahir se

mere din phir jaaye ya rabb shab wo aaye khair se
dil me jab maahe madina ghar banaaye khair se

raat meree din bane unki baqaaye khair se
qabr me jab unki tal?at jagmaghaaye khair se

he ghanee ke dar pe hum bistar jamaaye khair se
khair ke talib kahaan jaa?enghe jaaye khair se

wo khiraame naaz farmaaye jo paaye khair se
kya bayaan woh zindagee?ho dil jo paaye khair se

mar ke bi dilse naajaaye ulfaht baage nabee
khuld me bi bhaag janaa yaad aaye khair se

ranjo gham hon benishaan aaye bahaar be khizaa
mere dil me bhaage janaa ki huwaaye khair se

istaraf bi do qadam jalwe khiraam naaz ke
reh ghuzar me hum bi he aankhe bichae khair se

ho mujhe seere ghulistaane madina yoon naseeb
me bahaaronme chaloo khud ko gumaaye khair se

zindabaad ae arazoo-e-baaghe tayba zindabaad
tere dhum se he zamaane ke sitaaye khair se

najdiyo kee cheera dusthee ya ilaahee ta?bake
ye balaaye najd ye tayba se jaaye khair se

jhaanhklo aankho me unkee hasrate tayba liye
zaa’ere tayba ziyaa’e tayba laaye khair se

he ye tayba ka payaame taalibe aaishe dawaam
jan?nate tayba me aahistee mitaaye khair se

sanghe dar se aa mile tayba me abtojaa mile
aagaye dar pe tere, tere dar pe bulaaye khair se

ghosh bar aawaaz hu qudsee bi iske gheet par
baaghe tayba me jab akhtar ghunghunaaye khair se

May the fear of Tayba leave our hearts with peace
I head towards Madina, may that day come again with a peace

May there be no longing left in the heart after that, with peace
May death come to me on the path of Tayba, with peace

May my days be spent there, O Lord, and may that day come with peace
May Madina become a home in my heart, with peace

May my nights be turned into days in their presence, with peace
When their presence shines in the grave, with peace

Let us spread our beds at the doorstep of the Lord, with peace
Where will the seekers of peace go, with peace

Let them bestow blessings upon those who attain peace
What words can describe the life that attains peace

Even after death, may the love for the Messenger of Allah remain
In paradise, may we also run towards it, with peace

Sorrow is dark and unfathomable, but spring follows winter
May my heart run towards it, with peace

Even if it’s only for two steps, may we be adorned with the glory of the noble ones
Let us stay in the path of Ghuzar, with tears in our eyes, with peace

May I be granted the gardens of Ghulistaan, Madina, with peace
I head towards the spring, may I be lost in it, with peace

Long live the aspiration of the gardens of Tayba, long live
Your smoke makes the world fall asleep, with peace

The mischief of the Najdis, O Lord, is clear to see
May this mischief, may this Tayba, leave with peace

Let the longing for Tayba be in our eyes, with the essence of Tayba
May the essence of Tayba, the splendour of Tayba, come with peace

This is the message of Tayba for the seekers, a continuous call
May the knowledge of Tayba slowly be erased, with peace

From the path, come meet Tayba, come meet the ultimate goal
You have arrived at the doorstep, you have been called to the doorstep, with peace

The voice of the flute is heard on the threshold of the holy
When the nightingale sings in the gardens of Tayba, with peace.

Leave a Reply