Mere Aaka mere Aaka Iltija hai meri lyrics

Mere Aaka mere Aaka Iltija hai meri lyrics

Mere Aaka mere Aaka
Iltija hai meri

Apne mangto pe ho nigahe karam

Ilitija hain ye tajdare haram

Mere Aaka mere Aaka
Iltija hai meri

Madina dekhenge hai Aarzoo sabki

Madina jaan se pyaar hai

Hai sabz gambad par wo noor ki baris

Bahot hasin nazara hai

Hasrate did main har Aankh hai nam

Iltija hai ye tajdare haram

Mere Aaka mere Aaka
Iltija hai meri

Ho rahmate hum par e rahmate Aalam

Sada e hain ye gulamo ki

Hamari laaj rakh lo bulaye roze par

dua e hain ye gulamo ki

kash nikle madine paak main dam

Mere Aaka mere Aaka
Iltija hai meri

tumhare noori kadam jaha jaha pe gaye

ujale rah tale hain

ye khushk mosam ka andhera dur huva

saje khajuro ke zumar hain

khairo barkat waha hoti nahi kam

Mere Aaka mere Aaka
Iltija hai meri

hain husne yusuf ki hasin bat magar

nabi ki shan nirali hain

hain sare Aalam me ye husn jitna bhi

nabi ke dar ka sawali hain

husne-akhlaq mangte hain ham

Mere Aaka mere Aaka
Iltija hai meri

huzoor naat kahun hain Aarzoo meri

yuhin ye umr gujar jaye

kamal karde ata kamal ko Aaka

madina dil main utar jaye

hamd aur naat ka ye mera kalam

Mere Aaka mere Aaka
Iltija hai meri

Leave a Reply