Aaqa Aaqa Bol Bande Lyrics In Hindi

Aaqa Aaqa Bol Bande Lyrics In Hindi

 

 

आका आका बोल बन्दे अाका आका बोल

आका आका बोल बन्दे अाका आका बोल

ज़िकरे नबी तू करता जा ये ज़ीकर बड़ा अनमोल

ऐसा दिन भी आ जाए सरकार के दर पर बैठे हों

उनके दर पर रोने वाले दिल से कुछ तो बोल

सरकार दो आलम प्यारे आका जिधर से गुज़रा करते थे

शजर गवाही द देता था और पत्थर कलमा पड़ते थे

नूरे खुदा के मुंकिर अब तू अपनी आंखे खोल

आवो चलो दीवानों सारे शहर मदीना चलते है

मैरी किया औकात है सब ही उनके दर से पलते है

गैरों को भी देता है बिं मांगे बिन मोल

जब से हाेंश संभाला है में उनकी नाते पड़ता हूं

गुस्ताखी ना हो जाए में संभल संभल कर चलता हूं

मन की दुआओं का सदका ऐसा मीला माहोल

राशिद नाते लिखना पड़ना ये है बड़ा एहसान

उनके करम के सदके ही से ऊंची है परवान

नातैं नबी सुनाए जा तु कानो में रस घोल

 

 

aaqa aaqa bol bande lyrics

 

AQA AQA BOL BANDAY AQA AQA BOL NAAT LYRICS
Aqa aqa bol banday aqa aqa bol
Zikr nabi tu karta ja yay zikr barra anmol

Aisa din bhi aaja-ay sarkar kay dar pay betthay ho
Lab khamosh zubaan ban ja-ay aansu arza kartay ho
Un kay dar pay ronay waalay, dil say kucch to bolol

Sarkar e do aalam pyaray aqa jidhar say guzra kartay thay
Shajr gawaahi dayta tha or pathar kalima partay thay
Noor e khuda kay munkir ab to, apni aankhayn khol

Aow chalo deewano saaray shehr e madinah chaltay heyn
Mayri kya oqaat he sab hii un kay dar say paltay heyn
Ghairon ko bhi daytay heyn, bin maangay bin mol

Jab say hosh sambaala he meyn unki naatayn parta huun
Gustaahi na ho ja-ay meyn sambal sambal kay chalta huun
Maan ki dua-on ka sadqa, aisa mila maahol

Rashid naatayn likhna parna yay he barra ihsan
Un kay karm kay sadqay hii se unchi he parwan
Naat e nabi tu suna-ay ja, kaano mayn rasghol

 

 

نَعتِ رَسُول مقبول ﷺ: آقا آقا بول بندے
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول
ذکر نبی تو کرتا جا یہ ذکر بڑا انمول
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول

ایسا دن بھی آجایے سرکار کے در پے بیٹھے ہوں
لب خاموش زباں بن جائیں آنکھ سے آنسو بہتے ہوں
ان کے در پے رونے والے, دل سے کچھ تو بول
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول

سرکار دو عالم پیارے آقا جدھر سے گزرا کرتے تھے
شجر گواہی دیتا تھا اور پتھر کلمہ پڑھتے تھے
نور خدا کے منکر اب تو, اپنی آنکھیں کھول
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول

آؤ چلو دیوانوں سارے شہر مدینہ چلتے ہیں
میری کیا اوقات ہے سب ہی انکے در سے پلتے ہیں
غیروں کو بھی دیتے ہیں, بن مانگے بن مول
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول

جن کا ذکر ہے دونوں جہاں میں وہ ہیں سرکار
عرش پے بلوایا خود رب نے کرنے کو دیدار
انکی ثنا کرتا ہے خدا, قرآن اٹھا کے کھول
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول

جب سے ہوش سمبھالا ہے, میں انکی نعتیں پڑھتا ہوں
گستاخی نہ ہو جائے, میں سمبھل سمبھل کے چلتا ہوں
ماں کی دعاؤں کا صدقہ ہے, نعت کا یہ ماحول
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول

راشد نعتیں لکھنا پڑھنا یہ ہے بڑا اعزاز
انکے کرم کے صدقے ہی سے اونچی ہے پرواز
نعت نبی تو سںایے جا, کانوں میں رس گھول
آقا آقا بول بندے آقا آقا بول

جناب راشد اعظم

 


Aaqa aaqa bol bande : نَعتِ رَسُول مقبول ﷺ

 

Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol
Zikr nabi tu karta ja ye zikr bada anmol
Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol

Aisa din bhi aajaye SARKAR ke dar pe baithe hoN
Lab khamosh zubaan ban jaayeN Aankh se aansu bahte hoN
Un ke dar pe rone waale, dil se kuchh to bol
Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol

Sarkar e do aalam pyare aaqa jidhar se guzra karte the
Shajr gawaahi deta tha aur patthar kalima padhte the
Noor e khuda ke munkir ab tu, apni aankhain khol
Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol

Aao chalo deewano saare shahr e Madeena chalte hain
Meri kya auqaat hai sab hi unke dar se palte hain
GhairoN ko bhi dete hain, bin maange bin mol
Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol

Jin ka zikr hai donoN JahaN mein woh hain SARKAR
Arsh pe bulwaaya khud rab ne karne ko deedaar
Unki sana karta hai khuda, Qur’aan utha ke khol
Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol

Jab se hosh sambhala hai, Main unki naatain padhta hooN
Gustaakhi na ho jaaye, main sambhal sambhal ke chalta hooN
MaaN ki duaoN ka sadqa hai, Naat ka ye mahol
Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol

RAASHID naataiN likhna padhna ye hai bada Aizaz
Unke karam ke sadqe hi se oonchi hai parwaaz
Naat e Nabi tu sunaaye ja, KaanoN mein ras ghol
Aaqa aaqa bol bande aaqa aaqa bol

Janaab Raashid Aazam
=========================================================
Index Page – فہرست
=========================================================
Website Design by S. M. Ashraf (K

Leave a Reply