Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Lyrics In Urdu

Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Lyrics in Urdu

آج محمد آئے مو رے گھر
صل علیٰ کی دھوم ہے ہر گھر

آنکھوں میں ما زا غل کا سرمہ
سر پر تاج ورفعنا کا
حُسنِ مجسّم اللہُ اکبر

صبح ہے مکھڑا اُنکا
شام عوض ہے زُلف کا سایا
اُن سے ہوا ہر قلب منوّر

مہندی لگاؤ گھر کو سجاؤ
مائے آگن میں ناچو گاؤ
تن من واروں اُنکے چرن پر

آؤ سکھیوں مل کر گائے
اپنے پیا کا جشن منائیں
صل علی کی دھوم ہے ہر گھر

رم جم برسے نور کی برکھا
آیا ہے معراج کا دولہا
دھرتی اور آکاش سے بہتر

دوش پہ يوں گیسو لہرائیں
بھینی بھینی خوشبو آئے
رنگوں نگہت سارا منظر

آمنہ بی کا راج دلارا
کتنا انوکھا کِتنا پیارا
چاند اُتر آیا ہے زمیں پر

بنکے شبِ معراج کا دولہا
پہونچے جب افلاک پہ آقا
نغمہ تھا ہر ایک کی زباں پر

ٹل جائیگی ساری مصیبت
آجائےگا دورِ رحمت
اب تو مُجھے دینکھینگے نظر بھر

انجم بے کس آپ کا منگتا
دیجیے بخشش جگ کے داتا
بوند ہوں میں اور آپ سمندر

Tujh Pe Karam Ho Jayega Tera Wird Ho Allahu Naat Lyrics

Utha Do Parda Dikha Do Chehra Naat Lyrics

Kya Theek Ho Rukh E Nabwi Par Misaal E Gul Naat Lyrics

Bara Rabi Ul Awwal Ke Din Naat Lyrics

Peero Ke Aap Peer Hai Yaa Ghous Al Madad Lyrics

AAJ MUHAMMAD AYE MORAY GHAR NAAT LYRICS

Aaj Muhammad aye moray ghar
Salle ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar

Ankhon mein maazagh ka surma
Sar par taaj Warafa’na ka
Husn-e-mujassam Allahu akbar

Subh-e-azzal hai Mukhra un ka
Shaam-e-awad hai Zulf ka saya
Unse hua har qalb munawwar

Mehndi lagaon ghar ko sajaon
Main angan mein naachon gaaon
Tann mann waaron Unke Charan par

Aao sakhio mill kar gayein
Apne Piya ka jashn manayein
Salle ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar

Rim jhim barse noor ki barkha
Aaya hai mi’raj ka Dulha
Dharti aur aakaash se behtar

Dosh pe youn Gesu lehraye
Bheeni bheeni khusboo aye
Rang-o-nighat saara manzar

Amina Bi ka Raaj Dulara
Kitna anokha kitna pyaara
Chaand uttar aaya hai zameen par

Ban ke shab-e-miraaj mein Dulha
Pohnche jab aflaak pe Aaqa
Naghma tha har eik ki zuban par

Tall jaayegi saari musibat
Aa jaye ga dor-e-rahat
Ab to mujhe dekheinge nazar bhar

Anjum bekass Aap ka mangta
Dijiye bakshish jagg ke Data
Boond hoon main aur Aap samandar

Aaj Muhammad aye moray ghar
Salle ‘alaa ki dhoom hai ghar ghar

Leave a Reply