Ya Taiba Aie Taiba Lyrics

Ya Taiba Aie Taiba Lyrics

 

Junaid Jamshed Naat – Ya Taiba Aie Taiba Lyrics
Ya Taiba, Aie Taiba is a beautiful Naat by Junaid Jamshed and its lyrics are below with Arabic words translated in English.

Ragoon mein woh lahoo baki nahin hai
Woh dil, woh arzoo baki nahin hai
Namaz o roza o qurbani o hajj
Yeh sab baki hain, tu baki nahin hai.

Aie Taiba, Aie Taiba, ummat ka safeena
Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina.

Aie Taiba, Aie Taiba, ummat ka safeena
Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina.

Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Quraani
Hijrat ki, tha hukmay rabbani
Khairul anam, darood o salaam, Muhammad
Ishq e Rasool, duaein houn qabool, Azmat E Madina.

Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana
Eshta`nalik wil hawa nadana wil hawa nadana.

Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana
Eshta`nalik wil hawa nadana wil hawa nadana.

[ O Tayba, O Tayba
O cure of the patient
we missed you, and passion has called us to you.]

Qiblaati Baitullahi saabir, al-Laani yaumal-laki zaayeer
Ya turah haltaraani naazir, lil kaaba tug murnib aamaana
Tug murnib aamaana..

[ My direction of prayer (my Qiblah), the house of Allah, I’m patient
perhaps a day will come to visit you
I wonder, Will I be looking upon alkaaba
and being overwhelmed with it’s safety.]

Aie Tayba, Aie Tayba, ummat ka safina
Rooh e zameen per koye nahin hai, aisa hay Madina.

Maidan e badr, jabl e Ohad, jazba e imani
Ajm o arab teri hee sultani
Fatima, Ali, Hassan o Hussain gharana
App rashadi, khalqa e sahaba, kiya hoga woh zamana…

Aie Taiba, Aie Taiba, ummat ka safeena
Roh e zameen per koi nahin hai, aisa hai Madina.

Kuch Makki, kuch Madani, ayetein Quraani
Hijrat ki, tha hukmay rabbani
Khairul anam, darood o salaam, Muhammad
Ishq e Rasool, duaein houn qabool, Azmat E Madina.

Ya Tayba, Ya Tayba, ya dawa al-ayyana
Eshta`nalik wil hawa nadana.
wil hawa nadana.

 

SAWAL:-

Jumuah Ke Farz Namaz Ke Baad Ki 2 Rakat Sunnat Kya Muakkida Hai Ya Gair E Muakkida Hai

JAWAB:-

Bahare Shariyat Me He,
Sunnate Muakkada Ye He,
1. Do Raka’at Namaze Fajar Se Pahle
2. Char Zuhar Ke Pahle, Do Baad
3. Do Magrib Ke Baad
4. Do Isha Ke Baad or
5. Char Jumuah Se Pahle, Char Baad Yaani Jumuah Ke Din Jumuah Parhne Wale Par 14 Raka’ateñ Hai or Alawa Jumuah Ke Baaqi Dinoñ Me Har Roz 12 Raka’ateñ..
▪(Bahare Shariyat, Hissa 4, Sunan W Nawaafil Ka Bayan, Mas’ala-1)

Or Sarkar Aala Hazrat Alaihir Rahmato Ridwan Farmate hai,
Jumuah ki Sunnate Ba’diya Me Ikhtelaf He. Asl Mazhab Me 4 Hai, وعلیہ المتون Or Ahwat W Afzal 6 Hai.

Imaam Abu Yusuf Rahimahullahi Alaihi Ka Yahi Qaul He Or Isi Par Aksar Mashaaikh Ka Amal He.
▪Mulakhkhasan: (Fatawa Razviya Mutarjim, J-8, S-326, Raza Foundation Lahor)

Lihaza Ahwat W Afzal Yahi He Ki Jumuah Ki Sunnate Ba’diya (baadwaali, Sunnate Muakkiadah) 6 He…

Wallahu Ta’ala Aa’alam

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply