JO HAR SHAI KI HAQEEQAT HAI LYRICS

JO HAR SHAI KI HAQEEQAT HAI LYRICS

 

Jo Har Shai Ki Haqeeqat Hai, Jo Pinhaañ Hai Haqeeqat Meiñ
Usi Ke Husn Ka Jalwah Hai Is Sham’e Risaalat Meiñ

That Which Is The Reality of Everything, Which In Reality Is Existing,
The Rays of That Beauty, In The Flame of Prophethood, Is Glowing

Mere Dil Meiñ Muhab’bat Hai, Mera Dil Hai ‘Ibaadat Meiñ
Tasaw’wur Meiñ Madina Hai, Meiñ Huñ Har Waqt Jannat Meiñ

In My Heart Is His Love, In Allah’s Worship, My Heart Is Being,
In My Imagination Is Madina, In Paradise, Always I Am Being

Nabi Ke Ik Ishaarah Se, Qamar Kyunkar Na Ho ‘Tukr’e
Ke Fitrat Kaar-Farma Hai, Hijaabaat e Nubuw’wat Se

By My Nabi’s One Gesture, Why Should The Moon Not Be Splitting,
From Within The Veils of His Nubuw’wat, Its Nature He Is Governing

Meiñ Keh Duñ Ga Qiyaamat Meiñ, Ke Roz e Imtihaañ Hai Wo
Mera Imaañ Muhab’bat Hai, Mujhe Jaancho Muhab’bat Meiñ

I Will Say On The Day of Reckoning, On That Day Which Is Testing,
My Imaan Is ‘Love’, So Upon This Love, Establish My Reckoning

Tera Dil To Hai Jannat Meiñ, Mere Dil Meiñ Hai Wo Jannat
Yahi To Farq Hai Zaahid, ‘Ibaadat Meiñ, Muhab’bat Meiñ

Your Heart Is In Paradise, But In My Heart, That Paradise Is Residing,
O Ascetic! This Is The Real Difference, In Worshipping And In Loving

 

Wo Muslim Jis Ko Tu Ne Khaas Rahmat Se Nawaaza Tha
Wo Ab Be-Had Pareshaañ Hai, Wahi Hai Ab Musibat Meiñ

That Muslim, To Whom You Granted, Your Special Blessing,
Now, Very Anxious He Is Being, Arrested In Calamity, He Is Being

Payambar Ki Haqeeqat Ko, Koyi Tahseen Kya Samjhe
Jo Maqta’ Hai Takhay’yul Ka, Wo Matla’ Hai Nubuw’wat Ka

O Tahseen! The Reality of The Nabi, Who Can Be Comprehending?
He Is The Seal of Thoughts, The Origin of Nubuw’wat He Is Being

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply