Ya Nabi Nazre Karam Farmana Ae Hasnain K Nana Lyrics
Ya Nabi Nazre Karam Farmana Ae Hasnain K Nana Lyrics

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Ae Hasnain K Nana Lyrics

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Ae Hasnain K Nana Lyrics

 

 

YA NABI NAZRE KARAM FARMANA AYE HASNAIN KE NANA NAAT LYRICS
Ya Nabi nazre karam farmana
Aye Hasnain ke nana
Zahra paak ke sadqe humko
Taiba me bulana
Aye Hasnain ke nana

Aap ke dar ka mai hu bhikari
Aap hai mere daata
Saare rishte naato se hai
Pyaara apna naata
Aap to hai aata hai jinko
sabki laaj nibhana
Aye Hasnain ke nana

Be saaya hai lekin woh
Jag par hai aapka saaya
Arshe moh`alla bana mohalla
Deed ko Rab ne bulaya
Hasr tak na hoga kisika
Aisa aana jana
Aye Hasnain ke nana

Sajh gayi hai meelad ki mehfil
Kya hai khoob nazara
Kaifo masti me dooba hai
Dekho aalam saara
Dhund rahi aap ki rehmat
Bakshish ka bahaana
Aye Hasnain ke nana

Nisbat ka faizan hai dekho
Khadim e Gaus e Jali hu
Karta hai mujh pe naaz zamana
Mai Ausaat e Ali hu
Aap ki aal ke dar ka sag hu
Aur saahil hu purana

Ya Nabi nazre karam farmana
Aye Hasnain ke nana

 

 

 

 

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Aye Hasnain Ke Nana
Ya Nabi Nazre Karam Farmana Aye Hasnain Ke Nana
Zahra Paak Ke Sadqe Humko Taiba Me Bulana

یا نبی نظرِ کرم فرمانا اے حسنین کے نانا
زہرہ پاک کے صدقے ہم کو طیبہ میں بلانا

Aap Ke Dar Ka Mai Hu Bhikari Aap Hai Mere Daata
Saare Rishte Naato Se Hai Pyaara Apna Naata
Aap To Hai Aaqa Hai Jinko Sabki Laaj Nibhana

آپکے کے در کا میں بھکاری آپ ہیں میرے داتا
سارے رشتوں ناتوں سے ہے پیارا اپنا ناتا
آپ تو ہیں آقا ہے جنکو سب کی لاج نبھانا

Be Maaya Hai Lekin Do Jag Par Hai Aapka Saaya
Arshe Moh`Alla Bana Mohalla Deed Ko Rab Ne Bulaya
Hashr Tak Na Hoga Kisika Aisa Aana Jana

بے مایہ ہے لیکن دو جگ پر ہے آپکا سایہ
عرشِ مُعلّی بنا محلہ دید کو رب نے بلایا
حشر تلک نہ ہو گا کسی کا ایسا آنا جانا

Sajh Gayi Hai Meelad Ki Mehfil Kya Hai Khoob Nazara
Kaifo Masti Me Dooba Hai Dekho Aalam Saara
Dhund Rahi Aap Ki Rehmat Bakshish Ka Bahaana

سج گئی ہے میلاد کی محفل کیا ہے خوب نظارہ
کیف ومستی میں ڈوبا ہے دیکھو عالم سارا
ڈھونڈھ رہی ہے آپ کی رحمت بخشش کا بہانا

Nisbat Ka Faizan Hai Dekho Khadim E Gaus E Jali Hu
Karta Hai Mujh Pe Naaz Zamana Mai Ausaat E Ali Hu
Aap Ki Aal Ke Dar Ka Sag Hu Aur Saahil Hu Purana

نسبت کا فیضان ہے دیکھو خادمِ غوث چلی ہوں
کرتا ہے مجھ پہ ناز زمانہ میں اوصاف علی ہوں
آپ کی آل کا میں نوکر خادم ہوں پُرانا

Ya Nabi Nazre Karam Farmana Aye Hasnain Ke Nana

یا نبی نظرِ کرم فرمانا اے حسنین کے نانا

 

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply