saba madine mein mustafa se salam lyrics
saba madine mein mustafa se salam lyrics

saba madine mein mustafa se salam lyrics

saba madine mein mustafa se salam lyrics

 

Saba madine mein mustafa se hum bekasoon ka salaam kehna
الحمد لله رب االله عليه وسلم مين والصلاة والسلام على سيد الأنبياء والمرسلين أما بعد فاعوذ بالله من الشيطان الرجيم بسم الله الرحمن الرحيم

Saba madine mein mustafa se hum bekasoon ka salaam kehna…
Nahi hai koi bajuz tumhare hamara itna payaam kehna!!!

Main papi pyada hun ya muhammad صلى الله عليه وسلم sambhal lije sambhal lije…
Bajuz tumhare kise pukarein tumhare hi hain gulaam kehna!!!

Jagah madine mein wo ata ho tumhare roze ka saamna ho…
Wahin pe rehne ki aarzu hai wahin ka mujhko gulaam kehna!!!

Na mar rhe hain na jee rhe hain tadap rahe hain sisak rahe hain…
Nahi hain zinda magar hain zinda tumhara lete hain naam kehna!!!

Fida main tere nisaar tere tere main sadqe tere main qurbaan…
Guzar rahi hai jo hum pe haalat saba nabi se tamaam kehna!!!

 

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply